doston mere sath jo problem hai wo mai aap logon k sath share ker raha hun
problem ya hai kah mai jab kisi ko calls ya sms kerta hun tu uska pata mere dost ko chalta hai kah kis time mai ne kis ko call ya sms kia doston mujhy ya bataye kah ya kia masla hai aur mai isko kis tarah band ker dun ta kah mere call aur sms ka pata usko na chale
Bookmarks