har tasawer har ek khayal mein paaya tha,
woh ek shakhs jo hum ne kabhi ganwaya tha,
nazar aata hai ab surajon ki basti mein,
ghane darakht ka woh ek sard saaya tha,
shab-e-firaq yahi baat ab satati hai,
woh bichda mujhse ya main ne usay ganwaya tha.
Bookmarks