Assalam-o-Alaikum .
Experts mein iT dunya ka aik senior memer hoon.lekin problem yeh k mere us account ka password pata nahi change hogaya hai .or woh open nahi ho raha hai.plz koi hal batain.
Assalam-o-Alaikum .
Experts mein iT dunya ka aik senior memer hoon.lekin problem yeh k mere us account ka password pata nahi change hogaya hai .or woh open nahi ho raha hai.plz koi hal batain.
.
AAP KO AAP KA PASSWORD AAP KE EMAIL KEY ZARIYE MIL JAYE GA
lekin yeh mein kabh aygi.mere e-mail address par
sorry mail kabh aygi.
app ko main ne jo link diya hai app us ko dekhain app ko sab samaj aajaye ga kyun k us link main detail se samjaya gaya hai
Thanks mera account sahi hogaya hai .abh mein online hoon .aap dono ka buhat buhat shukriya.
Bookmarks