Results 1 to 7 of 7

Thread: Mera Masla hall kare,Xperts

  1. #1
    A.K@Wardak is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd January 2012 @ 01:45 AM
    Join Date
    26 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Posts
    238
    Threads
    88
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Unhappy Mera Masla hall kare,Xperts

    Assalam-0-Alaikum,Mere system mai aik masla hai,maine kahi bar is forum mai pocha par koi khas reply nahi aya,so mai phir aap dosto se guzarish karta ho k mere maslay ko hall kare,
    Masla ye hai k jab mai system off karta ho tou,or phir jab system on karta ho tou on hojata hai par display nahi deta phir mai restart ka button dabane k bad system off karta ho phir Start karta ho tou system on hojata hai or display bhi deta hai,ye kya masla hosakta hai,mera RAM,Sab kuch theek tak hai,windows bhi fresh install ki,pore system ko anti virus se scan bhi kiya phir bhi yeh masla hai,Thankx In Advance

  2. #2
    BossisBack is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2022 @ 11:51 AM
    Join Date
    18 Dec 2007
    Location
    Saudia Arabia
    Age
    34
    Posts
    16,205
    Threads
    743
    Credits
    109
    Thanked
    47

    Default

    salam Brother ...

    mujhe lagta hai ... balky Mujhe yakeen hai ke aap ne jo Window ke hai ( jis CD se ke hai ) ... uss main kuch files currupt hoon ge ... kioun ke yeh mere saath bhi hota raha tha ... phir maine Win XP SP3 ke ... ab aisa nahi hota ...

    aap ko mashwara hai ke aap koi Sahih Window ke CD lein or woh Install karain ... Umeed hai Dubara aisa nahi hoga ...

    Shukriya
    آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم

  3. #3
    BLUE FIRE's Avatar
    BLUE FIRE is offline Senior Member+
    Last Online
    9th September 2009 @ 04:58 PM
    Join Date
    10 Jan 2008
    Posts
    556
    Threads
    59
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    bossisback bhai ne jo bataya hai app is per bhi amal kar k dekh lain kyun k in ka mashwara bhi thek hai
    waise agar maray nazariye se dekha jaye to ye problem Ram ki waja sse aati hai app ram ki slot ko achi tarah se saaf karain aur ram ko bhi roi (cotten) le kar us hisay ko saaf karain jo slot main aata hai aur phir try karain

    is k eliva Moniter cable ki problem bhi ho sakti hai app kisi dost se cable la kar try karian agar phir bhi masla hal nahi hua to app Window dobara install karain wo bhi bilkul nayi cd le kar

  4. #4
    A.K@Wardak is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd January 2012 @ 01:45 AM
    Join Date
    26 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Posts
    238
    Threads
    88
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Unhappy Thankx

    Quote bossisback said: View Post
    salam Brother ...

    mujhe lagta hai ... balky Mujhe yakeen hai ke aap ne jo Window ke hai ( jis CD se ke hai ) ... uss main kuch files currupt hoon ge ... kioun ke yeh mere saath bhi hota raha tha ... phir maine Win XP SP3 ke ... ab aisa nahi hota ...

    aap ko mashwara hai ke aap koi Sahih Window ke CD lein or woh Install karain ... Umeed hai Dubara aisa nahi hoga ...

    Shukriya
    Shukriya Bhai Jan,Yaar masla ye hai k jab mai system shut down karta ho or power ki wire nikal leta ho,or phir jab power ki tar lagata ho tou computer khud start hojata hai par display nahi deta,phir mai sysyem ko restart kar k wapas shutdown karta ho C.P.U K Buton k zariya,phir ON kardeta ho tou sahe hojata hai,Kya yeh windows ka masla hosakta hai,Mere RAM Sahe hai,Maine Dost ka RAM bhi lagakar check kiya usmay bhi yehi masla araha tha,Mera monitor bhi sahe hai,Jab system khud start hojata hai tou keyboard ki light aik masrtaba on hojati hai uske bad on nahi hoti,phir mai system ko restart kar k off kardeta ho phir on kardeta ho tou keyboard ki light on hojati hai or system bhi display deta hai,thats all

  5. #5
    A.K@Wardak is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd January 2012 @ 01:45 AM
    Join Date
    26 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Posts
    238
    Threads
    88
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default Thankx

    Quote BLUE FIRE said: View Post
    bossisback bhai ne jo bataya hai app is per bhi amal kar k dekh lain kyun k in ka mashwara bhi thek hai
    waise agar maray nazariye se dekha jaye to ye problem Ram ki waja sse aati hai app ram ki slot ko achi tarah se saaf karain aur ram ko bhi roi (cotten) le kar us hisay ko saaf karain jo slot main aata hai aur phir try karain

    is k eliva Moniter cable ki problem bhi ho sakti hai app kisi dost se cable la kar try karian agar phir bhi masla hal nahi hua to app Window dobara install karain wo bhi bilkul nayi cd le kar
    Shukriya Bhai Jan,Yaar Mere RAM Sahe hai,Mine dost k system ka RAM lagakar check kiya phir bhi yehi masla araha hai,Or Monitor bhi sahe hai,Kyu k jab system on hota hai tou keyboard ki light on hojati hai aik martaba phir nahi lagti,button dabane k bad bhi light nahi on hoti,

  6. #6
    BossisBack is offline Advance Member
    Last Online
    5th January 2022 @ 11:51 AM
    Join Date
    18 Dec 2007
    Location
    Saudia Arabia
    Age
    34
    Posts
    16,205
    Threads
    743
    Credits
    109
    Thanked
    47

    Default

    Quote A.K@Wardak said: View Post
    Shukriya Bhai Jan,Yaar masla ye hai k jab mai system shut down karta ho or power ki wire nikal leta ho,or phir jab power ki tar lagata ho tou computer khud start hojata hai par display nahi deta,phir mai sysyem ko restart kar k wapas shutdown karta ho C.P.U K Buton k zariya,phir ON kardeta ho tou sahe hojata hai,Kya yeh windows ka masla hosakta hai,Mere RAM Sahe hai,Maine Dost ka RAM bhi lagakar check kiya usmay bhi yehi masla araha tha
    i think ke yeh wires ka masla hai ...... CPU main wires sahih se nahi lagi hoon ge ...... jis ke waja se computer automatic chal jata hai ....... aap kahin se kesi achy computer master ko dekhayeen ke Wires sahih lagi hain ke Nahi ......
    uss ke baad Windows sahih se install karain ........

  7. #7
    A.K@Wardak is offline Senior Member+
    Last Online
    23rd January 2012 @ 01:45 AM
    Join Date
    26 May 2007
    Location
    Karachi
    Age
    34
    Posts
    238
    Threads
    88
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Unhappy .....!

    Quote bossisback said: View Post
    i think ke yeh wires ka masla hai ...... CPU main wires sahih se nahi lagi hoon ge ...... jis ke waja se computer automatic chal jata hai ....... aap kahin se kesi achy computer master ko dekhayeen ke Wires sahih lagi hain ke Nahi ......
    uss ke baad Windows sahih se install karain ........
    Bhai wire sahe hai,maine check kiya hai,Mere pass 2 RAM Hai
    512 MB DDR Ram 400MHz And
    256 MB DDR RAM 400MHz.
    Jab mai aik ram install karta ho tou system on karta ho uske bad system off kar k dosra ram install karta ho tou ye likha ajata hai,ISKA KYA MATLAB HAI,
    Dual-channel operation requires identical paired DIMMs installed acrpss both memory channels,
    Pree any key to continue.

Similar Threads

  1. Replies: 10
    Last Post: 1st June 2010, 03:48 PM
  2. Hardware & Network Experts ko...Koi mera Masla Hall Kare ga.?
    By ikraamonline in forum Ask an Expert
    Replies: 12
    Last Post: 7th January 2010, 12:04 AM
  3. kya app mera masla hall kar saktay hain?
    By muzammil ahmed in forum Ask an Expert
    Replies: 4
    Last Post: 18th January 2009, 12:59 AM
  4. kia koi mera masla hal kare gah anyone
    By shaani khalid in forum Ask an Expert
    Replies: 3
    Last Post: 1st November 2007, 09:06 AM
  5. Moden ka masla hall kare?
    By dil_lhr in forum Ask an Expert
    Replies: 5
    Last Post: 12th September 2007, 05:00 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •