Brother mere is pc me windows 8 thi wo kharab ho gai ha repare bhi nao ho rai
mene win xp wind 7 win 8 bhi karny ki koshish ki ha mgr drive nai show karta
wind 8 me to c drive show nai karta baki sab drive show karta ha mgr un me se kisi me bhi wind nai karta
Bookmarks