Assalamu alaikum.
My jo bi sekhta aur usko kahen par apply karna chahta hun to malom hota ke mera Elm kuch nai hai ap loog hi batao my kya karun?
Brother my pareshan hun ke net ki speed kysy badhaun.
My kahen padha tha ke "run" me "gpedit" or "regedit" likhkar kuch karyn par kam hojata hai lekin ye tareka thody computer apply huwa aur thody me nai kya karun koi jaldi jawab dyn.
Jis par nai hota hai us par kuch is tarah likha ata hai.
"disply not administor"
Bookmarks