it brother i need your help,mera ufone ka network hai lakin main issa buhat tang hon pata hi nahi chalta balance kahan gaya,to apsa mashwara chahia konsa network best hai,mera zyada tar family members ka paas ufone hai jis sa ufone to ufone pakage asan hota hain lakin kia koi asa network hai jab apka mutabik sab sa best bhi ho or jis sa tamam networks paer calls or sms bhi available hon,or uska activation ka tariqa bhi bada dain thanks...
Bookmarks