salam all member and expert
umed hai sab thek hun gay
ap sab ko rabe al awal ka mahena mubark ho
dosto ik masla ann para hai
webcam 8 ya 10 din theek chalta hai bad main error aa jata hai
main ny divace manager se ja kr boht try kia lakin nakam raha
ik divace ka errror dy raha hai jab essy update krta hun to kehta hai ky already updated
mery pass win 7 or toshiba ka laptop hai
Bookmarks