dosto ufone ki free halpline py baat karne ka koi tareqa batao.
Me ne kal load karwaya,
na me ne cal ki, na me ne sms kia, aur na hi me ne mis cal di.
Un ka aj sms aya k ap ne kal itna belance istmal kia hy.
Sara belance khatam hy.
Jaldi ufone ki helpline py free bat karne ka tareqa batao.
Bookmarks