Mere system mai masla aya hai wo ye k mera system chalte chalte restart hone laga hai,maine ram bhi change kiya phir bhi yehi masla hai,kabhi kabhi tou chalta hai par display nhai ati,phir mai ram k slot change karta rehta ho tou akhir kar kisi slot pe chal jata hai,ab aap ye bataye k mere ram kharab hai ya ram k slot,jab aik martaba chal jata hai phir chalta rehta hai.maine dost se bhi ram lakar check kiya yehi masla hai,aap key reply ka intezar rahega,
Bookmarks