janab yeh lain abb tak kee sab say achi Urdu website. jee haan iss site per app jaa kar Urdu Dictionary use kar saktay aray rukain app kahain gay kay yeh tuu aur bhee web sites per hai magar janab asal baat too suntay jain yahan app URDU say English dictionary Use kar saktay hain kyyon jee hai naa helpful site.
Reply kar kay apnay bhai kash2kas kaa hosla barhatay rahain takay mai aur achi achi urdu kee web site lata rahoon suhkriya
LINK
Bookmarks