assalam alaikum
doston mene gusse me aa kar qasam utha lia hai ky "ALLAH KI QASAM mein iss admi se dubara baat nahi karun ga...
lekin abb me baat karna chahta hun...
abb koi tarika hai us se baat karne ka...
kafara wagera pls madad karo mein pareshan hun.
Bookmarks