Bhai main desktop ya screen ka print kaisy lay sakta hoon ?
Bhai main desktop ya screen ka print kaisy lay sakta hoon ?
simple hai upper corner main print screen ka button ho ga press karain aur is k baad start>all programs>accessories>paint ko click karain aur ctrl+v press karin app ki pic paint program main aa jaye gi us k baad app file>save as se save kar lain
thank you so much. dear
Bookmarks