sallam sir meri prob ye hai k main mugh sai win xp ke cd F8 sai boot nahe ho rahe aur main ne xp insatl karne hai new partion k sath to plzz ap cd boot karna aur winxp k main partion karna sekha dain mery pass bootable cd hai jo mugh tarika aata hai k cd room main xp ke cd dal k pc ko restart do aur F8 ka botton press karo phlay to ho jate thai aur main c format kar k win xp instal kar laita tha par ab partion bhi banana chahta hoon aur c drive bhi format karna chahta hoon plzzzzzzzzzzzzzzzz koi bhi agar help kar day to bari nawazish ho ge
Bookmarks