Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 23 of 23

Thread: نسخہ بغدادی

  1. #13
    SERI0US is offline Member
    Last Online
    22nd March 2014 @ 06:38 PM
    Join Date
    13 Jan 2014
    Gender
    Male
    Posts
    688
    Threads
    39
    Thanked
    37

    Default

    logoo agah rahoo yeh shirk hai surah bakrah main her us cheez ko khanay say mana keya geya hai jis pe ghair Allah ka name leya geya hoo

  2. #14
    SERI0US is offline Member
    Last Online
    22nd March 2014 @ 06:38 PM
    Join Date
    13 Jan 2014
    Gender
    Male
    Posts
    688
    Threads
    39
    Credits
    0
    Thanked
    37

    Default

    Quote SHonas said: View Post



    Bhai ap kia keh rhy ho kch smjh nhe aya

    Allah ki Rehmat ka Andaza koi nhe lga skta wo to sirf Gar ki bary buzrug ka ehtiram krny pr bohat kch ata farma dyta hy.........Allah ki Kudrat me sb kch hy wo jese chahy jesy chahy aata kr dyta hy....phr wo sehat ho...ya kch b.. ap ye ayat e mubarkan k havaly se kia kahoge
    (سورہ البقرہ ترجمہ آیات 177
    نیکی یہ نہیں کہ تم مشرق یا مغرب کو (قبلہ سمجھ کر ان) کی طرف منہ کرلو بلکہ نیکی یہ ہے کہ لوگ خدا پر اور روز آخرت پر اور فرشتوں پر اور (خدا کی) کتاب پر اور پیغمبروں پر ایمان لائیں۔ اور مال باوجود عزیز رکھنے کے رشتہ داروں اور یتیموں اور محتاجوں اور مسافروں اور مانگنے والوں کو دیں اور گردنوں (کے چھڑانے) میں (خرچ کریں) اور نماز پڑھیں اور زکوٰة دیں۔ اور جب عہد کرلیں تو اس کو پورا کریں۔ اور سختی اور تکلیف میں اور (معرکہ) کارزار کے وقت ثابت قدم رہیں۔ یہی لوگ ہیں جو (ایمان میں) سچے ہیں اور یہی ہیں جو (خدا سے) ڈرنے والے ہیں)


    surah Nisa ayat no. 48 main Allah tala irshad farmata hai k mehfoom "bay shak Allah tala nahi bakhashta k us k sath shirk keya ja'ay us k ilawa jisay chayay ga maaf farma day ga"

    shirk koi chota mota gunnah nahi agr koi shakas shirk say tobah keyay begiar mar ja'ay tu surah nisah ayat no. 48 k tehat wo jahnami ho ga
    .
    aur Surah bakra main Allah tala nay aisey cheez khanay say sakhti say mana farmaya howa hai jis pe ghair Allah ka name leya geya ho
    .
    jahan tak app nay jo ayat share key hai tu wo Qibalay k change k moqay pe nazil hoi thi jab yahoodioun nay Musalmanoon pe tanaz keya tha k tm logoon nay Baitul maqdas ko chor kr apna qibla khana kaba ko buna leya hai 2nd no. pe us ayat say kahi koi saboot nahi mil raha k ghair Allah k name ki cheez khai ja'ay

  3. #15
    shahid72462's Avatar
    shahid72462 is offline Senior Member
    Last Online
    16th July 2018 @ 08:57 AM
    Join Date
    13 Oct 2013
    Location
    Bhera, Sargodha
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    1,935
    Threads
    120
    Credits
    131
    Thanked
    169

    Default

    HAZRAT IBN E UMER(6¥01„91…41‡4 1ƒ91*81*81‡1 1…71‡01‡16¥0) K motabaq puri makhlooq men bad-tar woh hen jo but'ton ko motalaq nazil hony wali aayat ko momino par chispan krty hen (bukhari). aagy khud samjh len iska matlb, men koi behs nhi krna chahta. ALLAH aqal ata farmaye.

  4. #16
    SERI0US is offline Member
    Last Online
    22nd March 2014 @ 06:38 PM
    Join Date
    13 Jan 2014
    Gender
    Male
    Posts
    688
    Threads
    39
    Credits
    0
    Thanked
    37

    Default

    Quote shahid72462 said: View Post
    HAZRAT IBN E UMER(6¥01„91…41‡4 1ƒ91†81†81‡1 1…71‡01‡16¥0) K motabaq puri makhlooq men bad-tar woh hen jo but'ton ko motalaq nazil hony wali aayat ko momino par chispan krty hen (bukhari). aagy khud samjh len iska matlb, men koi behs nhi krna chahta. ALLAH aqal ata farmaye.

    bhai jaan jahan tak botoon ki baat hai tu app mayray aik sawal ka jawab day saktay hain????
    .
    jab hazrat Adam a.s musalman thay aur app ki olaad bhi musalman thi tu yeh but kahan say aa ga'ay????
    .
    jab bhi app ko is sawal ka jawab milay ga tu app ko auto pe samhaj aa ja'ay gee
    .
    agr app tehqeeq krain tu app ko pata chalay ga jitnay bhi but is dunya main pojay jatay hain wo us dor k kisi na kisi naike wlai Allah k ya Nabi k buna'ay ga'ay hain yani us wlai Allah ya nabi ki wafat hoi tu us k baad logoon nay us k butt bana k usay pojna strat kr deya
    .
    misaal k tor pe quran pak main Hazrat Noh A.s k dor k jin 5 butoon ka zikar hai tu wo us dor k 5 wali Allah thay jin ki wafat k baad logun ny un wali Allah k butt bana k unhain pojnay lagay
    .
    aisay agr app fatah makha ka waqeya parhain tu app ko pata chalay gay k jo khana kaba main 360 but parhay howay thay un main hazrat Ibraheem A.s ka bhi bot tha jis Nabi s.a.w nay tarwa deya
    .
    is k ilawa kufar-e-makkah k but laat, manaat, uzaa bhi us dor k wali Allah k butt thay
    .
    is k ilawa agr app hindwoon say un k botoon k mutaliq pochain tu wo bhi apnay butoon ko Allah nahi kahain gay wo bhi in ko apnay wali Allah ya Nabi k but hi kahain gay
    .
    mazeed agr app kisi church main chalain jain tu app ko Hazrat Essa A.s ka but bhi mil ja'ay ga jis ki christen poja krtay hain
    .
    Algaraz jitnay bhi is dunya main but hain wo logoon nay apnay Wali Allah ya apnay anmbeya hi k buna'ay hain
    .
    yeh wali Allah k but hi wo asal cheez thay jin k zaryay shetaan nay logoon ki tawajoo Allah say hita kr in botoon ki taraf kr de jb islam main butoon ko hiram kr deya geya tu shetaan nay shirk ka bazaar madam hota dakha tu logoon ko qabroon ki taraf laga deya ab log Allah say mangnay ki bija'ay qabroon say maangtay hain jaisay kufar allah say mangnay ki bija'ay naik wali allah k butoon say mangtay thay
    .
    qisa mukhtasir app kisi wali Allah ka but bana k us say mang lain ya us wali Allah ko qaber main dafan kr k us say mang lain dono aik baraber hain yani App ghair Allah say hi mang rahay hain jo k shirk hai

  5. #17
    shammads's Avatar
    shammads is offline Senior Member+
    Last Online
    1st January 2015 @ 02:16 PM
    Join Date
    14 Feb 2011
    Gender
    Male
    Posts
    1,023
    Threads
    102
    Credits
    0
    Thanked
    120

    Default

    ya kya hay?

  6. #18
    Jantunio's Avatar
    Jantunio is offline Advance Member
    Last Online
    8th November 2021 @ 12:40 PM
    Join Date
    14 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    793
    Threads
    20
    Credits
    125
    Thanked
    51

    Default

    Sirf Allah k hi nam bataen ,
    Allah hi musibaton ko tal deta he wo b nek amal karne se jese sadka museebat ko kha jata he.
    Koi jo chahe kre kre fir in (late) pir faqeer k nam bole to uske kiye hwe bad aml k badle us pe ek sal tk musibten khtm ,
    Mere bhai aisa nhi he .
    Har museebt se pehle aur baad sawa lakh Naiyon ne b Allah k hi nam liye aur kaho k Allah ka Nam hi kafi he.
    thoda schen kahen aap bidat ka rasta to nhi apna rahe...
    Ainda aisi Sharing na kren.

  7. #19
    Jantunio's Avatar
    Jantunio is offline Advance Member
    Last Online
    8th November 2021 @ 12:40 PM
    Join Date
    14 Jun 2009
    Age
    38
    Posts
    793
    Threads
    20
    Credits
    125
    Thanked
    51

    Default

    Koi jo chahe kre kre fir in (late) pir faqeer k nam bole to uske kiye hwe bad aml k badle us pe ek sal tk musibten khtm ,
    Mere bhai aisa nhi he .
    Har museebt se pehle aur baad sawa lakh Naiyon ne b Allah k hi nam liye aur kaho k Allah ka Nam hi kafi he.
    thoda schen kahen aap bidat ka rasta to nhi apna rahe...
    Ainda aisi Sharing na kren.

  8. #20
    SERI0US is offline Member
    Last Online
    22nd March 2014 @ 06:38 PM
    Join Date
    13 Jan 2014
    Gender
    Male
    Posts
    688
    Threads
    39
    Credits
    0
    Thanked
    37

    Default

    Quote Jantunio said: View Post
    Sirf Allah k hi nam bataen ,
    Allah hi musibaton ko tal deta he wo b nek amal karne se jese sadka museebat ko kha jata he.
    Koi jo chahe kre kre fir in (late) pir faqeer k nam bole to uske kiye hwe bad aml k badle us pe ek sal tk musibten khtm ,
    Mere bhai aisa nhi he .
    Har museebt se pehle aur baad sawa lakh Naiyon ne b Allah k hi nam liye aur kaho k Allah ka Nam hi kafi he.
    thoda schen kahen aap bidat ka rasta to nhi apna rahe...
    Ainda aisi Sharing na kren.

    app nay bohat hi zaberdast baat ki Allah SHonas aur sab behnoon aur bhaiyoon ko hadayate ata farma'ay aur shirk say mehfooz rakhay

  9. #21
    SERI0US is offline Member
    Last Online
    22nd March 2014 @ 06:38 PM
    Join Date
    13 Jan 2014
    Gender
    Male
    Posts
    688
    Threads
    39
    Credits
    0
    Thanked
    37

    Default

    Quote Jantunio said: View Post
    Koi jo chahe kre kre fir in (late) pir faqeer k nam bole to uske kiye hwe bad aml k badle us pe ek sal tk musibten khtm ,
    Mere bhai aisa nhi he .
    Har museebt se pehle aur baad sawa lakh Naiyon ne b Allah k hi nam liye aur kaho k Allah ka Nam hi kafi he.
    thoda schen kahen aap bidat ka rasta to nhi apna rahe...
    Ainda aisi Sharing na kren.

    i agree with u

  10. #22
    ahamed_sharif is offline Senior Member
    Last Online
    22nd February 2014 @ 08:27 PM
    Join Date
    12 Jul 2008
    Posts
    205
    Threads
    38
    Thanked
    10

    Default

    Quote SHonas said: View Post
    نسخہ بغدادی
    Attachment 418156



    امید ہے آپ تمام حضرات اللہ کے فضل سے خوش ہونگے. ہماری ہر ایک سانس اللہ کے حکم سے چل رہی ہے. ہم سب کا دنیا میں وجود ہی اللہ کے حکم سے ہے، اگر وہ نفع دینے پر آئے تو کوئی نقصان نہیں دے سکتا، اگر وہ نقصان کرنے پر آئے تو کوئی نفع نہیں دے سکتا.

    کچھ سوال دل میں آرہے تھے کیا مہربانی فرما کر اسکا جواب دینگے

    آپ نیں لکھا ہے یا عبدالقادر جیلانی، یا .......، ان الفاظ کو کہتے وقت دل کی کیفیت کیا ہونی چاہئے، کیا یہ سمجھا جائے کہ شیخ صاحب میری سال بھر مدد کرینگے.

    جو آپ نے گیارہ نام گنوائے ہیں اسکے بجائے یا حنان... یا منان....یا ستار... یا غفار... یا حی یا قیوم برحمتکا نستغیث... یا کریم....یا رب العرش العظیم...... برحمتک نستغیث.....یا حلیم الکریم....یا رحیم....یا رحمان.... اگر اسکو پڑہ کر دم کرلوں تو سال بھر میرا فائدہ ہوگا یا نہیں............ مجھے یقین ہے کہ ضرور فایدہ ہوگا......

  11. #23
    azkraja is offline Senior Member+
    Last Online
    11th December 2018 @ 01:44 PM
    Join Date
    16 Mar 2010
    Gender
    Male
    Posts
    427
    Threads
    4
    Credits
    12
    Thanked
    42

    Default

    Astaghfirullah, shirk, bidhat, ye kis nay kaha kay Allah ko chorh kar kisi aur ko pakaro. Bhai meray zara Quran bhi samjh kar parh lo, Ahadess li kitaboon ko bhi zara dekh liya karo, takay Islam kay baray main bunyadi batain tu pata chal jain, ab is per bhi aap ko gusa aiay tu main kuch nahin keh sakta.

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. وزن کم کرنے کا بہترین نسخہ
    By Munwwer in forum Health & Fitness
    Replies: 72
    Last Post: 22nd April 2022, 09:45 PM
  2. آسان زندگی ، آسان موت کا نسخہ
    By Shehzad Iqbal in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 1
    Last Post: 6th October 2013, 03:54 PM
  3. Replies: 15
    Last Post: 31st July 2012, 01:42 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •