جزاک اللہ خیرا
یہ وقت بھی گزر جائے گا
Janab aesi sharing yahan allow nhi.
Nice
اڈمن حضرات سے یہ گزارش ہے کہ اس تھریڈ میں کوئی متنازع بات نہیں ہے. لیکن جواب دینے والے ممبر اپنی پوسٹ سے اسکو متنازع بنانے کی کوشش کرینگے. تو از راہ کرم آپ کو اللہ کا واسطہ، متنازع پوسٹ کو ڈلیٹ کریں، اس تھریڈ کو نہیں...
admin hazraat ko aisay thread delete krnay chayiay jo logoon ko firqawarieyate pe ubharnay per majboor kr rahay hoon aur aisay logoon ko warn ya banned krna chayiay jo aisay firqawaeryat walay thread bana rahay hoon ya in ki hamayate kr rahay hoon
.
ilyas ghuman deobandi hai aur app log deoband ki dawat i.t.d pe nahi day saktay agr dawat dayney hai tu ghair mutnaziya cheez ki dawat dain
.
kitaab ullah Quran pak ki dawat dain
aur
hadees e Rasool s.a.w ki dawat dain
.
aur apni firqa wareyate ki books ki na tu yahan dawat dain aur na hi yahan un pe itrazaat utha k un k jawab day kr i.t.d main firqa wareyate ka fitna utha'ain
Jazakallah
jo is thread k khilaf hain un k liya,
haq ko anaa hai , baatil ko mitnaa hi hai,
tum laakh chupaao , fitnaa phelaao , lekin allah paak jis ko chahay deen ki sahi samajh ata farmata hai,
NICE
JAZAK ALLAH
[CENTER][SIGPIC][/SIGPIC][/CENTER]
Bookmarks