AOA


kasay ha. i hope ka allah ka karm sa theak ho ge ma ap ke webiste ka daily visite karta ho aj ak chota sa kam tha agar us baray ma pata dy to bohat mehrabni ho ge ap ke..
kam ya ha ka ma na aik website bani ha and us ka indar aik subdomain be bani le ha but agay mujy samj ni ha rahi ka subdomain pa file kasay upload karty ha .. so kindly agar mara ya masla solve kar dy to bohat bohat menrabni ho ge ap ke
.

Thanks and regard....
zohaib hassan
email chakamral***********