sallam sab ko mujay ya pata karna hai k ma pahly windows 7 use kar raha tha us ma ma auto cad 2006 b use kar raha tha theakh chal raha tha phir ma ne ave windows 8.1 install kar li us ma ni chalta tha phir ma ne windows 7 install ki par ab is ma b nahi chal raha hai kia masla ho gaya hai ab is ma plz koi bata day koi capapilaty ya kuch asa install karon k ya is ma chal jay again i m w8ing