Gher main internet share karnay kay lya kis tarah networking kartay hain jis say internet chalay sub computers main 3 system join karnay hain
us kay lya kia cheez chahya hoo gi our yah kis tarah ho ga
please is kay baray main tafseel say batain
app dostoon ki bari maharbni hoo gi.