zakir naik k programe main 10 man and 8 woman muslim hogai
Allah k fazal o karam se
peace tv pay zakir naik k programme main jo 10 din ka conference ta main us nay sub k samnay 8 women and 10 men jo main nay count kiye hay muslim kiye
Pahlay 1 women ko muslim kia khuch min baad aik larka utha or qalma parha us k khuch min baad 1 or aurat muslim hoi phir khuch min 1 admi utha or muslim hoa us k baad 2 min baad 6 aurtain ikati uthi or sath 8 mard uthay.Zakir naik nay kaha main sub ko qalma shahadat parhata hoon jis nay uthna hay woh uthay or jo kisi khof ki waja se uth nahi sakta woh isi tarah parh lay jitna main nay count kiye 18 tay par log zeyada lag rahay tay
dekhany ka sama ta log ro rahy tay k aisay dor mai jis main America jisay country muslim ko badnam kar raha hay utni he taizi se muslim horahay hay
Jazak Allah
Kindly change your signature's image size.
Team ITDunya
Bookmarks