salam all mem and expert
mera masla skype ka hai skype na download ho raha hai or na download kia install ho raha hai
main ny win xp phir win 7 phir win 8 bhi kar lee hai magar skype ka masla hal nhi huwa
koi bataye ga ky ki waja hai jab b instal krta hun to produce.cab ka error atta hai
i am wait 4 responc ho saky to jaldi help kr dena plz
Bookmarks