Assalam o alaikum Itd doston sir mere pc mein aik masla araha hai jab mein pc start karta hun tou na hi nechay short cut aarahay hain aur click bhi nahi ho raha aur nechay start par aao tou wahan waiting show karta hai aisa kyun plz iska hal batain..shukriya