salam all members
dear mery pass skype ka pata nhi kun masla aa raha hai skype na update hota hai or na he offline install hota hai boht pareshan hun..
main iss ky dukh se win xp phir win 7 phir win 8 ki lakin ye masla yun he raha koi bataye ga ky ye kessy hal ho ga
error ka screen shot dy raha hun
plz ho saky to jaldi masla hal kar den