Assalam -o-Alaykum members
[B]Mara Nam Mudassar hai Aur main kafi dino sa itdunya pa kafi kuch seekha houn.shoro main join krna ka koi Irada nahi tha par Forum he Aisa hai join krna parha..Sab sa achi baat mujhe is forum main yehi lagi sab member bara tareeka sa sharing or ek doursa ek ezzat ka khyal rakhty hwa koi dhokha wali posting nai krty hain kafi mahnat sa posting ki jati hai..Islia mainay b aj join krna ka irda banya yeh maqsad liye seekna or seekhnay hai..Mujhe ummeed hai mujhe guiding mila ki junka main abi new hn posting wagra main help chahiya mujhe..agr introduction galat da raha houn tou is ka lia sorry.
Thanks to itdunya.team.[/B]
Bookmarks