ASSLAM O ALAIKUM

mujay excel main kafi data banana hota hai same data main filter kr k count krta hoon jis main kafi time waste hota hai koi mujay aisa formula bata sakta hai k main us data ka name likhoon aur us formula say auto pe same data ki counting ho kr likhi ja'ay????