aslamualikum to all meherbani kar k mujhy koi bata sakt hai kisi b fourm par jab hum koi link share karty hain to wo aisy ati hai httxfwekjlsfdmediafire..wegaira wegaira mager kuch senier asiy share karty hain bus likha hot hai ....here ... ya dwonload.......click here .to waha click karny sy he share karda site khul jati hai plz yeh bata dain keh is tarh kasiy link banai jati hai thanks in advance
Bookmarks