a.a
koi dost bata sakta hai keh kisi b site par jub hum login hoty hain to hamara user name aur pasward us main save ho jata hai agar hum remeber pasward par click na b karain to phir b ik software aisa hai keh jis k zerye kisi k b user name wagaira hum dekh sakty hian kia main jo pc use karta hon usy aur larky b istmall karty hain un ko sites par login paswad reader software ka pata hai kia koi aisa tarika nahi keh wo mery paswards aur ids kabi na dekh saken
thanks to all
advanceagar galt jaga thread send ho gia ho to sorry