yar mere qmobile a2 lite ka mane ic khab ho geya hai ab es ka naya board compny walon se dalwana hai pochna ya tha k keya compny waly mojy neya board ke warrenty deng? neya boadr ke price keya ho ge? ap ka keya mashwara hai mn neya board dalwaon ya na? plz reply zaror karna mojhy apna bhai samjh kar mashwara dena thanx
Bookmarks