dosto main kafi arsay se blog use kr rha hun...posting b krni ati hai..mgr mujhe aj kal 1 problem aa rhi hai jo k pehle nai thi..main jb b koi html code post krta hun ya koi b aur code like agr main likhta hun k
Go to Edit template And Then Search For
<b:widget id='Attribution1' locked='false' title='' type='Attribution'>
to jb main publish krta hun to mera ye code automatically remove ho jata hai aur just yehi likha reh jata hai k Go to Edit Template aur phr agay space khali rehti hai..kuch din pehle main ne 1 post itni mushkil se likhi thi us main b yehi tha k Edit Template main ]]</b:skin> find krain to ]]</b:skin> remove ho jata hai..jb post likh rha hota hun to theek likha jata hai jb publish krta hun to remove ho jata hai..ap ye screen shot b daikhain
Name:  screen shot 1.PNG
Views: 130
Size:  17.5 KB
aur jb post likh rha hota hun to b screen shot daikhain
Name:  sc 2.PNG
Views: 128
Size:  25.5 KB
publish krnay k baad jb post ko edit krnay jata hun to b wahan wo code nai hota...

jo b expert is silsilay main koi info rakhta hai to please meri problem solve kr dain kyn k mujhe aye din blogger k related isi trha ki posts krni hoti hain...shukria