Assalam_o_alaikum
Meray pass dell ka aik computer hai aur uskay mother board ka cd rom wala port khrab ho gea hai ab main ja hard disk walay port par cd rom aur hard aik cable say attach karta hun to computer usay detect nhi karta lekin jab akela cd rom ya hard connect karta hun to wo show ho jatay hain.plz help karain kia koi jumper ki setting ka masla hai?
Agar jumper ka masla hai to uski setting bta dain