Aslam o Alaikum Umed kartaa hun k Aap sub theek thak honge
Mere laptop ka masla ye hai k jab b usy on karta hun to kabhi 10 second k bad bnd hojata hy to kabhii 50 second k baad band hojata hy maine socha bettry maslaa hoga wo nikaal k test kia same problum show ho raha hy, kindly help me...