salam

kia koi bhai muje yeh bata sakta hai k hum kisi b file ko win rar ya kisi or software say kis tarah compress kar saktay hain takay file ka size chota ho jaye or main us ko net per upload kar sakoon..

agar pictures ki madad say wazahat ho jae to behtar ho ga


shukariya