kya k0i bta sakta ha k tiens company fraud ha ya real? Kya k0i joind ha tiens men?
kya k0i bta sakta ha k tiens company fraud ha ya real? Kya k0i joind ha tiens men?
Is main koi faida nahin hai dost..har koi apna bhala sochta hai...jis company main tooth bursh ki price 600 ho..to wo kia faiday main hai...tum he fesla kar do.
UDAS PRINDA
thankx bro muje bus mashwra chahye tha. Men ne edady men kam kiya tha k0i faida ni hua
na na ya buri c0mpny h
Yeh fraud comapany hai. Hamary aik aziz k 2 lakh harap kar gae.
!_Return Before Returned_!
Shukriya friendzzz mere pese bachanay k liye
100% fake company.
bhai ye 100% frod ha,ma to is ma kam nahe karta Lakin mere ak dost is ma kam karta ha jis ne mujhe bataya ,in ki share chezey 2 no hote ha
Main khud join keya tha,,,time waste hai koi paida nahe hai isme,,
Bookmarks