Ma jab pc on karta hun to kuch bhi nahi ata sawa background wallpaper ka aur task manager help me
Ma jab pc on karta hun to kuch bhi nahi ata sawa background wallpaper ka aur task manager help me
task manager main main
new task main
explorer likh ker enter press krain
phir bhi na aye to windows reinstall krain
Bhai jan Window dobara karo theek hojyga
Bookmarks