Main umeed say hoon kay app alllah tallah kay karam say umeed say hon gay.
Ajj main app ko ms word ki file ko password lagana sikhata hoon.
To sub say pehlay Window button + R kay zariye run command ko kholay gay aur phir us dialog box main (Winword) likhain gay. Ab Ms word open ho chuka hai is main kuch work karain aur phir (Alt+F) kay zariye Office button main jain gay.
ub Prepare kay option par click karain aur phir encrypt document par click karain. Ab aik dialog box open ho ga. us main upna password dain. aur phir confirm password main wohi password dobarah likhain. Aur Ctrl+S kay zariye save kar dain ab file ko close karain. aur phir open karain to ye password mangay ga.
agar passand aye to zaroor batana.
Thanks.[COLOR="rgb(255, 140, 0)"][/COLOR]
Bookmarks