assalam-o-alaikum
umeed hai k sub khariat say hongay.
mujay aik swall pochna tha k main aik factory main computer operator k tor par job start ki hai us factory main 200+ computer ka network bna hua hai jo k it department controle karta hai. IT department wallon nay sab websites block ki hui hain. main nay hotspot shield say websites to open kar li hain.ab swall ya hai k jab main koi cheez download karta hun to kia IT department wallon ko pta chaly ga k kon sa computer kitni speed la raha hai.
aur wo meray data check kar saktay hai network k through hard disk ka ya nhi?//
Bookmarks