Results 1 to 11 of 11

Thread: Shirak or toheed

  1. #1
    arslan575's Avatar
    arslan575 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st November 2017 @ 09:15 PM
    Join Date
    12 Nov 2013
    Location
    Faisalabad
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    266
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    36

    Default Shirak or toheed

    Shirak or toheed
    Attached Images Attached Images  

  2. #2
    Mahveen's Avatar
    Mahveen is offline Senior Member+
    Last Online
    18th March 2017 @ 06:07 PM
    Join Date
    29 Jun 2013
    Gender
    Female
    Posts
    97
    Threads
    23
    Credits
    60
    Thanked
    6

    Default

    Nice sharing;
    keep it up!

  3. #3
    Idrees143 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd May 2016 @ 05:53 AM
    Join Date
    17 Apr 2014
    Location
    Bajaur Agency
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    1,422
    Threads
    38
    Credits
    47
    Thanked
    73

    Default

    Nice

  4. #4
    arslan575's Avatar
    arslan575 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st November 2017 @ 09:15 PM
    Join Date
    12 Nov 2013
    Location
    Faisalabad
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    266
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    36

    Default

    Quote Mahveen said: View Post
    Nice sharing;
    keep it up!
    Shukria

    Quote Idrees143 said: View Post
    Nice

  5. #5
    baseerifa is offline Member
    Last Online
    21st March 2016 @ 12:38 PM
    Join Date
    27 Jul 2013
    Location
    Swabi [Zarobi]
    Age
    34
    Gender
    Male
    Posts
    823
    Threads
    53
    Thanked
    88

    Default

    Good effort .thanks for sharing.
    Yehi choti choti baaten hamen shirk ki tarf le jati hen . Hamen in door jaana chahiey .
    Or sirf ik Allah se sab kuch mangna chaiey .

  6. #6
    arslan575's Avatar
    arslan575 is offline Senior Member+
    Last Online
    1st November 2017 @ 09:15 PM
    Join Date
    12 Nov 2013
    Location
    Faisalabad
    Age
    28
    Gender
    Male
    Posts
    266
    Threads
    35
    Credits
    0
    Thanked
    36

    Default

    Quote baseerifa said: View Post
    Good effort .thanks for sharing.
    Yehi choti choti baaten hamen shirk ki tarf le jati hen . Hamen in door jaana chahiey .
    Or sirf ik Allah se sab kuch mangna chaiey .
    Bhai ap ne bilkul sahi kaha

  7. #7
    champ911 is offline Member
    Last Online
    19th October 2015 @ 01:01 AM
    Join Date
    11 Oct 2009
    Posts
    93
    Threads
    6
    Thanked
    7

    Default

    YA jo pic post ki gae hai es me jo b ayaat ka terjama ha sab dost os har aik ayah ke agy r pechy wali ayaat ke b study karain taky apko complete topic smagh ajay ke Allah ne kon si baat kisko kahi ha or ku kahi ha..

    Aj ke door me Wahabi , salafi, ahle hadith , deobandi etc firqy ke logo ne muslims ko ajeeb moseebat me daal diya ha ke Hazoor (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ke tareef ziada na kiya karo onse manga na karo or maazallah onki zahri wafaat ke bad onka connection onki ummat se khatam ho gaya....

    Surah 8: ayah 1

    يَسْأَلُونَكَ عَنِ الْأَنفَالِ قُلِ الْأَنفَالُ لِلّهِ وَالرَّسُولِ فَاتَّقُواْ اللّهَ وَأَصْلِحُواْ ذَاتَ بَيْنِكُمْ وَأَطِيعُواْ اللّهَ وَرَسُولَهُ إِن كُنتُم مُّؤْمِنِينَ

    اے نبئ مکرّم!) آپ سے اَموالِ غنیمت کی نسبت سوال کرتے ہیں۔ فرما دیجئے: اَموالِ غنیمت کے مالک اللہ اور رسول (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ہیں۔ سو تم اللہ سے ڈرو اور اپنے باہمی معاملات کو درست رکھا کرو اور اللہ اور اس کے رسول (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی اطاعت کیا کرو اگر تم ایمان والے ہو
    (O Esteemed Messenger!) They ask you about the spoils of war. Say: ‘The spoils belong to Allah and the Messenger (blessings and peace be upon him). So, fear Allah and keep your mutual matters set aright, and obey Allah and His Messenger if you are believers.’

    explanation :

    Allah ko bilkul b gawara nae ke koe oske Nabi (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ki shaan o azmat ko thoora sa b kam kary jan bhog ker ya anjane me,,,
    Aj khuc log yahi kehty hain na Amwal e ganeemat ka malik sirf Allah ha or agher kisi or ko Allah ke sath eska malik banao gy to shirk ho ga..

    Or yaha Allah hud kehta ha ke Amwal e ganeemat ka malik Allah or oska Rasool han. Allah hamy Hazoor (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ka mooqam samghana cah raha ha ke wo Hazoor ko kis qader cahta ha or onko kaya kaya rights diye hain or kin kin mamlaat me apne sath shamil ker liya ha ,

    ab Allah kase gawara kary ga ke koe be Allah or Hazoor ko juda juda kary.

    Kaya Allah ko ya baat gawara hogi ke aj koe ya kahay ke 1400 saal pehly tak Allah or Rasool Amwal e ganeemat ke malik thy lakin aj sirf Allah he malik ha.

    Ab ya kasi sooch ha ke Rasool (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) tab tak malik thy jab tak wo donya me mojod thy , Quran ki aik aik ayaat qayamat ke ane tak applicable and active ha ….

    Ab es ayat me Allah ne ya nahi kaha ke Rasool Amwal e ganeemat ke malik thy ya bas apni hayaat tak malik rahy gy…
    balky Allah ne kaha Allah or Rasool malik hain….
    Agher apne Rasool ko just donya ki zahri hayaat tak malik manna ha or onki zahri wafaat ke bad ab ap es ayaat me onka status Amwal e ganeemat ke malik THAY me sochy gain to automatically Allah ka status be Amwal e ganeemat ka malik THA me ban jay ga , kuki dono ka name aik he sentence (ayah) me aya ha…

    ab agher apne apni zid pori kerni ha to maazallah Quran ko badal do apni zid ke liye agher himmat hai or dono ko zamana mazi bana do .. ap aik ko zamana mazi or dosry ko zamana haal me nahi rakh sekty , ya dono ko haal zamane me rakhain jo ke Quran ke mutabiq ha ya phir dono ko zamana mazi me rakhain jo ke Quran ke mutabiq theek nahi.

    Ab aj ke tareeh me ap kase keh sekty ho ke bas Allah he Amwal e ganeemat ka malik ha or Rasool thay ????????????????
    Last edited by champ911; 11th June 2014 at 09:14 PM.

  8. #8
    champ911 is offline Member
    Last Online
    19th October 2015 @ 01:01 AM
    Join Date
    11 Oct 2009
    Posts
    93
    Threads
    6
    Credits
    0
    Thanked
    7

    Default

    Surah 9: Ayaah 59
    وَلَوْ أَنَّهُمْ رَضُوْاْ مَا آتَاهُمُ اللّهُ وَرَسُولُهُ وَقَالُواْ حَسْبُنَا اللّهُ سَيُؤْتِينَا اللّهُ مِن فَضْلِهِ وَرَسُولُهُ إِنَّا إِلَى اللّهِ رَاغِبُونَ

    اور کیا ہی اچھا ہوتا اگر وہ لوگ اس پر راضی ہو جاتے جو ان کو اللہ اور اس کے رسول (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) نے عطا فرمایا تھا اور کہتے کہ ہمیں اللہ کافی ہے۔ عنقریب ہمیں اللہ اپنے فضل سے اور اس کا رسول (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم مزید) عطا فرمائے گا۔ بیشک ہم اللہ ہی کی طرف راغب ہیں (اور رسول صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم اسی کا واسطہ اور وسیلہ ہے، اس کا دینا بھی اللہ ہی کا دینا ہے۔ اگر یہ عقیدہ رکھتے اور طعنہ زنی نہ کرتے تو یہ بہتر ہوتا)
    How good it would have been if they had felt pleased with what Allah and His Messenger [blessings and peace be upon him] had given them and said: ‘Sufficient for us is Allah. Allah will soon confer on us His Bounty and so will His Messenger (blessings and peace be upon him) bestow (in addition). Indeed we are inclined to Allah alone.’ (And the Messenger (blessings and peace be upon him) is His mediator; in fact his bestowal is Allah’s. Had they developed this belief and refrained from sarcasm, it would have been better.)

    * jo batain ( ) me hain wo ayah ke mafhom clear kerne ke liye hain or wo direct Arbi ka tarjuma nahi hain. exact Arbi ka tarjuma wo ha jo ( ) ke elawa translation likhi ha.*

    Explaination:

    Es ayaat me 3 cheezy bayaan ki gae ha Allah or Rasool ki (Ataa or Fazal) or Toheed or Risalat ka taluq:

    Allah na apni or apne Rasool ki Ataa b aik bana di or sabot dy diya ke deta Allah b ha or Rasool b. or Allah ne ejazat dydi ke tum mujh se b mang sekty ho or Rasool se b kuki Rasool ka Ataa kerna b Allah ka he Ataa kerna ha kuki Rasool ke pas jo khuc ha wo Allah ka he diya howa ha or Allah ki ejazat ha Rasool ko ke wo Ataa ker sekty hain.

    Or sath Sath aik he ayaat me Allah apni toheed b biyan ker raha ha..
    Allah ne shirk ka qisa he tamaam ker diya ha yaha ke agher koe kahy Allah mujy falani falani cheez ata ker to wo b jaiz ha or agher koe Hazoor ki bargah me ja ker kahy ke ap mujy khuc ata karo to wo b jaiz hai or shirk nahi kuki Allah ne hud apni or Rasool ki Ataa aik bana di ha.
    Agher ya shirk hota to Allah sirf apni Ataa ka ziker kerta or hukam deta ke bas mujh se mango kuki sirf ma he Ataa kerta ho or mera he fazal ha ..

    Ab agher 1400 saal pehly Allah b ataa ker raha ha or Hazoor b ataa ker rahy hain or ya shirk nahi howa to aj ku wahabi, salafi, debandi, ahle hadith etc kehty hain ke Ataa or fazal sirf Allah ka ha agher Hazoor ko sath milaya to shirk ho jay ga????
    Ya kaya logic ha????

    Agher khuc log ba zid hain ke Allah ka ya hukam sirf hazoor ki zahri hayaat tak tha to mujy Quran me se koe aik ayat dikha do jis me Allah ne ya kaha ho ke Rasool ki Ataa or Fazal bas apki zahri hayaat tak ha oske bad ay logo na Rasool ki Ataa rahy gi na Fazal …

    Jab Quran ka aik aik word rehti donya tak active ha to Hazoor ki rohani Ataa or Fazal b es donya me rahy ga jab tak ya donya qaim ha,

    Wafaat ke bad b Hazoor ki wo tamam sifaat jo quran me biyan howi han Rohanin toor per zinda hain or qaim o jari hain, eska sabot

    Surah 33: Ayah 53
    يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا تَدْخُلُوا بُيُوتَ النَّبِيِّ إِلَّا أَن يُؤْذَنَ لَكُمْ إِلَى طَعَامٍ غَيْرَ نَاظِرِينَ إِنَاهُ وَلَكِنْ إِذَا دُعِيتُمْ فَادْخُلُوا فَإِذَا طَعِمْتُمْ فَانتَشِرُوا وَلَا مُسْتَأْنِسِينَ لِحَدِيثٍ إِنَّ ذَلِكُمْ كَانَ يُؤْذِي النَّبِيَّ فَيَسْتَحْيِي مِنكُمْ وَاللَّهُ لَا يَسْتَحْيِي مِنَ الْحَقِّ وَإِذَا سَأَلْتُمُوهُنَّ مَتَاعًا فَاسْأَلُوهُنَّ مِن وَرَاءِ حِجَابٍ ذَلِكُمْ أَطْهَرُ لِقُلُوبِكُمْ وَقُلُوبِهِنَّ وَمَا كَانَ لَكُمْ أَن تُؤْذُوا رَسُولَ اللَّهِ وَلَا أَن تَنكِحُوا أَزْوَاجَهُ مِن بَعْدِهِ أَبَدًا إِنَّ ذَلِكُمْ كَانَ عِندَ اللَّهِ عَظِيمًا

    اے ایمان والو! نبیِ (مکرّم صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کے گھروں میں داخل نہ ہوا کرو سوائے اس کے کہ تمہیں کھانے کے لئے اجازت دی جائے (پھر وقت سے پہلے پہنچ کر) کھانا پکنے کا انتظار کرنے والے نہ بنا کرو، ہاں جب تم بلائے جاؤ تو (اس وقت) اندر آیا کرو پھر جب کھانا کھا چکو تو (وہاں سے اُٹھ کر) فوراً منتشر ہوجایا کرو اور وہاں باتوں میں دل لگا کر بیٹھے رہنے والے نہ بنو۔ یقیناً تمہارا ایسے (دیر تک بیٹھے) رہنا نبیِ (اکرم) کو تکلیف دیتا ہے اور وہ تم سے (اُٹھ جانے کا کہتے ہوئے) شرماتے ہیں اور اللہ حق (بات کہنے) سے نہیں شرماتا، اور جب تم اُن (اَزواجِ مطّہرات) سے کوئی سامان مانگو تو اُن سے پسِ پردہ پوچھا کرو، یہ (ادب) تمہارے دلوں کے لئے اور ان کے دلوں کے لئے بڑی طہارت کا سبب ہے، اور تمہارے لئے (ہرگز جائز) نہیں کہ تم رسول اللہ (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کو تکلیف پہنچاؤ اور نہ یہ (جائز) ہے کہ تم اُن کے بعد ابَد تک اُن کی اَزواجِ (مطّہرات) سے نکاح کرو، بیشک یہ اللہ کے نزدیک بہت بڑا (گناہ) ہے
    O Believers! Do not enter the houses of the Holy Prophet [blessings and peace be upon him] unless permission is granted to you for a meal. Nor (reach so early as to) wait for the cooking of the meal. But when you are invited then enter (at that time). Then when you have eaten the meal, (get up from there and) disperse without delay and do not linger on in eagerness for talk. Surely your (sitting for long in this) manner discomforts the Holy Prophet[blessings and peace be upon him]; and he feels reluctant to (ask) you (to leave) but Allah does not hesitate in (saying) the Truth. And when you ask them (the pure wives) for something, ask them from behind a curtain. This (regard and nice manner) causes great purity for your hearts and for their hearts. And it is not (at all lawful) for you that you cause inconvenience to the Holy Messenger of Allah [blessings and peace be upon him], nor is this (lawful) that you marry his (pure) wives after him, till the end of time. Surely it is the most grievous sin in the sight of Allah.

    Ayaah Explanation:
    Allah ne ferma diya ke Hazoor (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) ko azeat ho gi agher onki wafaat ke baad b abad (hameesha) tak kisi ne on ki Azwaj e Mutharat se nikah kiya.

    * Azeat woe mehsos kerta ha jis me jaan ho jis me mehsoos kerne ke ability ho taqat ho …

    es ayaah ko goor se samghain to bhut se sawalo ki joab mil jaty hian ..

    1- Agher Hazoor wafaat ke bad azeat mehsoos ker sekty hain to baqi sab khuc b mehsos ker sekty hain.

    2- Agher Hazoor ko wafaat ke bad peechy apni ummat ki khabar na hoti to onki wafaat ke baad peechy onke Ahle Bait me ya ummat me khuc b hota rehta to Hazoor ko to koe khabar nahi honi thi or phir zahir se baat ha jab koe khabar nahi honi thi to azeat b nahi honi thi....
    es azeat se sabit howa ke Hazoor ko wafaat ke baad ummat ke khabar ha or ap daik sekty ho ummat ke halaat esi liye apki azeat ki baat es ayaah b bayan ki gae ha.

    3- es ayaah se onka moo b band ho jata ha jo Hazoor ko wafaat ke baad apne jasa aam insan smaghty hain , haqeeqat me asa aqeeda wo log rakhty hain jinko Hazoor ki shan ki smagh he nahi or na wo smaghna cahty hain ..

    4- Quran ke mutabiq aik shaheed zinda hota ha or osy rizq diya jata ha or jo Allah ke sab se mehboob Nabi hain jo tamam Anbiya ke sardar hain nko sahaheed se kam darja ho sekta ha ???

    saboot:

    (Reference surah 3: ayah 169)

    وَلاَ تَحْسَبَنَّ الَّذِينَ قُتِلُواْ فِي سَبِيلِ اللّهِ أَمْوَاتًا بَلْ أَحْيَاءٌ عِندَ رَبِّهِمْ يُرْزَقُونَ

    اور جو لوگ اللہ کی راہ میں قتل کئے جائیں انہیں ہرگز مردہ خیال (بھی) نہ کرنا، بلکہ وہ اپنے ربّ کے حضور زندہ ہیں انہیں (جنت کی نعمتوں کا) رزق دیا جاتا ہے
    And do not (ever) think that those who are slain in the way of Allah are dead They are rather alive in the Presence of their Lord They are served with sustenance (comprising bounties of Paradise).

    فَرِحِينَ بِمَا آتَاهُمُ اللّهُ مِن فَضْلِهِ وَيَسْتَبْشِرُونَ بِالَّذِينَ لَمْ يَلْحَقُواْ بِهِم مِّنْ خَلْفِهِمْ أَلاَّ خَوْفٌ عَلَيْهِمْ وَلاَ هُمْ يَحْزَنُونَ

    وہ (حیاتِ جاودانی کی) ان (نعمتوں) پر فرحاں و شاداں رہتے ہیں جو اللہ نے انہیں اپنے فضل سے عطا فرما رکھی ہیں اور اپنے ان پچھلوں سے بھی جو (تاحال) ان سے نہیں مل سکے (انہیں ایمان اور طاعت کی راہ پر دیکھ کر) خوش ہوتے ہیں کہ ان پر بھی نہ کوئی خوف ہو گا اور نہ وہ رنجیدہ ہوں گے
    They rejoice in these (blessings of eternal life) which Allah has conferred on them of His Bounty and also feel pleased (on finding) their successors (on the path of faith and obedience), who have not (yet) joined them, for they shall also have neither any fear nor any grief.

    dosto khuc b share kerne se pehly ya zaror socha karain ke ap kitna sensitive baat share ker rahy ho..
    ap Allah or Rasool ke taluq me shirk talash ker ry ho , kaya ho gaya ha apko?

    aik gair muslim mushrik ko to muslim banana on logo ko muskil lagtaha jo maazallah Hazoor ke shaan me kami or noqs talash kerty rehty hian lakin muslims ko mushrik bana na on ko bhut asaan lagta ha ..

    Rasool ke sirf ebadat jaiz nahi or sajda jaiz nahi .. jo ya kaam kary ga wo kafir ha or osne shirk kiya ....
    baqi bht se mamlaat me Allah ne hud Hazoor ko apne sath mila ker baat biyan ki ha,Or hamy asal toheed samgahe hai ke ma agher apne kisi mamly me apne Mustafa ko sath mila ker baat karo to wo shirk nahi ha, jiske 1 example man eoper batae ha , asi or b bhut ayaah hain Quran me..

    Hazoor ka adab kerna seekho onki shaan o azmat ko smaghne ki kosish karo.. Allah ka sakht ghazab nazil hota ha Gustakh e Rasool per.

    apne zubano ko control kiya karo jab Hazoor ka ziker ajay..

    "" Allah Quran me kehta ha ke logo tum apni awaz b neechi rakha karo Hazoor ke awaz se kahi ya na ho ke tumhare sab amaal barbad ho jain oor tumhy khabar tak na ho..""

    49: 2
    يَا أَيُّهَا الَّذِينَ آمَنُوا لَا تَرْفَعُوا أَصْوَاتَكُمْ فَوْقَ صَوْتِ النَّبِيِّ وَلَا تَجْهَرُوا لَهُ بِالْقَوْلِ كَجَهْرِ بَعْضِكُمْ لِبَعْضٍ أَن تَحْبَطَ أَعْمَالُكُمْ وَأَنتُمْ لَا تَشْعُرُونَ

    اے ایمان والو! تم اپنی آوازوں کو نبیِ مکرّم (صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم) کی آواز سے بلند مت کیا کرو اور اُن کے ساتھ اِس طرح بلند آواز سے بات (بھی) نہ کیا کرو جیسے تم ایک دوسرے سے بلند آواز کے ساتھ کرتے ہو (ایسا نہ ہو) کہ تمہارے سارے اعمال ہی (ایمان سمیت) غارت ہو جائیں اور تمہیں (ایمان اور اعمال کے برباد ہوجانے کا) شعور تک بھی نہ ہوo
    O Believers! Do not raise your voices above the voice of the Prophet (blessings and peace be upon him) and (also) do not speak to him so loud as you are loud when you speak to one another (lest) all your actions should come to nothing (including your faith), and you are not even aware (that your faith and all pious works have been wrecked).

    yaha Allah wazih ker diya ha ke Hazoor ke mamoli se mamoli be adbi b osko gawara nahi, or agher kisi ne asa kiya to ooske sab amaal zaya ker diye jain gy or os badbakht ko khabar tak na ho gi...

    points jin ko apne smaghna ha apni sooch se:

    1- Allah es ayaat me ya baat kafiro ko nahi samgha raha balky emaan walo se keh raha ha.

    2- apke khayaal me emaan wale Allah ke es hukam se pehly Hazor ka adab nahi kerty thy ? yaqeenan kerty ho gy lakin onse bhool chook se h sekta ha kabi awaz onchi ho jaya hoti ho ogi , jis per Allah jalaal me aya ha oor hukam ferma diya ha

    3- Allah ne kaha oncha to bilkul nahi bolna or balky os terha b nahi bolna jase tum loog apas me aik dosry ke sath bland awaz se kerty ho... friends es point per goor karain.. yaha Allah ya pigham dena cah raha ha ke Nabi tum aam loogo jase nahi or na tum onko apne jasa samaghna.... ab ap se mera aik question ha yaha ke agher Hamare Nabi apni hayaat me kisi aam insan jase nahi han to wafaat ke baad kisi aam insaan jasay ho sektay han ????

    4- jisne gustakhi kerdi oske sab amaal barbaad. amaal me namaaz roza haj zakat sab he amaal shamil hain.. point ya nikla ke wo gustakh islam se he farigh ho gaya kuki oska koe naik amal bacha he nahi ...

    5- bhut aham pooint... Allah ne kaha tumhare sary amaal barbad ho jain or tumhy Sjhaoor (ehsaas) tak na ho .... ya kehne ki kaya waja ha ke Shaoor(ehsaas) tak na ho ???
    ya es liye kaha ke wo gustakh apne sooch me ya guman kiye batha ho ga ke osne koe gustakhi ki he nahi .
    Ab ab sab janty hain Allah ne kaha agher kisi gunah ke bad tum Toba ker lo gy to ma tumhy maaf ker do ga ..

    ab point samgho.. Allah yaha cahta he nahi ke Gustakh e Rasool toba kary, or es liye Allah osy (jisko Adab eMustafa nae) ehsaas tak nahi hone dy raha ke wo badbakht kaya ker batha hai.. osy ehsaas ho ga to toba kary gana.

    es liye friends Hazoor ki muhabbat ko zaida se ziada apne dilo me basa lo taky ap kabi b Hazoor ki mamoli se mamoli be adbi ke qareeb b na ja sakoo, or kahi apke sare amaal barbad h chuky hon or apko khabar tak na ho.. r apni terf se ap loog namazain per ke rozy rakh ke khus ho ke Allah ka hukam man rahy hian or sunnat ko follow ker rahy hian lakin haqeeqat me apke paas hoga khuc nahi..
    Last edited by champ911; 11th June 2014 at 09:53 PM.

  9. #9
    Awesome_Boy's Avatar
    Awesome_Boy is offline Senior Member+
    Last Online
    11th October 2016 @ 03:15 PM
    Join Date
    22 Apr 2013
    Location
    Islamabad
    Gender
    Male
    Posts
    7,772
    Threads
    258
    Credits
    6,794
    Thanked
    1013

    Default

  10. #10
    abubakar1226 is offline Junior Member
    Last Online
    23rd July 2014 @ 11:27 PM
    Join Date
    23 Jun 2012
    Gender
    Male
    Posts
    5
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    0

    Default

    Quote champ911 said: View Post

    Masha Allah Aaap ne Bohat Achi Rehnumai Farmai... Or in Fasad phelane walon ka bohat khoob Radd kia.. In Logon ka kam Sirf Or sirf Huzoor SalAllaho alayhi wassallam Ki shaan me Kami lana he.. Or kuch nahi Musalmano ke dilon se Huzoor SalAllaho alayhi wassallam ki Mohabbat ko Khatam karna he... Sunni Hamesha Huzoor SalAllaho alayhi wassallam ki Shaan Barhane Or in kamalaat ko Manwane Or k liye Manazira karta he Jab ke Bad Aqeeda Log Un ki Shaan ko Ghatane Or In ke Ilm bartari ki Nafi k liye Manazira karta he... Or Dusri Bat ye Allah to Bohat Bara Badshah he Ham to apna ye Guman bhi nahi Rakhte k kisi ko Allah ka Shareek Thehray. Or na hi Allah k Maqam Or Allah ki Tarhan Madad karne k Barabar samajhte hen. Ye to un logon ko Khatra hota he jo Fitne me Mubtala hota he. Or Maaz Allah Wo ye samajhta he k Huzoor SalAllaho alayhi wassallam ki Shaan ko Kam kare take ye darr door ho k Allah k aage ham ache hojayenge..... Maaz Allah Summa Maaz Allah ese Logon se Hamesha k lie bachay. Or agar in k naseeb me hidayat he to in ko hidayat de.. Q k Allah Kareem ka Ilm Zaati he Or Rasool Allah SalAllaho alayhi wassallam ko Allah ne Atta kia he. Allah Kareem Dene Wali Zaat he Or Rasool Allah SalAllaho alayhi wassallam Allah se Dilwane wali Zaat he... Ye he Ham Sunnion ka Aqeeda Alhamdulillah...

  11. #11

Similar Threads

  1. Allah Ne Toheed Ka Byan kia Quran mein
    By Ghulamenabi in forum Videos
    Replies: 0
    Last Post: 25th September 2009, 10:53 AM
  2. Toheed Ka Bayan
    By Doctor in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 3
    Last Post: 10th June 2009, 12:43 PM
  3. Toheed & Risalat توحید اور رسالت
    By Doctor in forum Sunnat aur Hadees
    Replies: 6
    Last Post: 21st February 2009, 10:36 AM
  4. Toheed Ki Talqeen
    By Doctor in forum Islam
    Replies: 4
    Last Post: 28th July 2008, 11:03 AM
  5. 1 توحيد المسلمین حصہ
    By bizlinx in forum Baat cheet
    Replies: 55
    Last Post: 28th February 2007, 10:02 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •