Page 3 of 6 FirstFirst 123456 LastLast
Results 25 to 36 of 66

Thread: wasi shah best peotry.........

  1. #25
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Samaj Nahi Aati Wafa Krain Tu Kis Se Krain Wasi
    Matti Se Bane Ye Log Kaghaz Ke Tukron Pe Bik Jate Hain

  2. #26
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    BEST OF WASSI

    Hijar Ka Tara Doob chala Hy
    Dhalne Lagi Hy Raat WASI,

    Qatra Qatra Baras Rahi Hy
    Aashkon ki Barsat WASI,


    Tere Bad Ye Duniya Wale Muj Ko
    Pagal Kr Dainge,

    Khushbu K Dais Main Muj Ko Le
    Chal Apny Sath WASI,


    Yunhi Chup Ki Mohar Laga Kr Kb
    Tk Gumsum Bai

  3. #27
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Main Qabley Nafrat Houn To chor
    Dey Mujhe Wasi
    To Mujh Se Youn Dakha wey Ki
    Muhabbat Na Kya Kar

  4. #28
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Wasi hum ne pyar kia tha
    Ulfat ka iqrar kia tha

    Amjad rung ik geet likha tha
    usko apna meet likha tha

    Neher kinarey, peepal chao?n
    Un sey yeh izhar kia tha

    Jana bosa lene do
    dast-e-hina chu lene do

    Talab na paiee, mausam badla
    nadi kinara, gum sum pani
    hum se aaj yeh kehta hai

    Wasi kuoon-kar pyar kia tha
    kyoun is ka iqrar kia tha

  5. #29
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    ' Us K Dil Me Thori Si Jaga
    Maangi The Musafiron Ki
    Tarha...

    ' wasi '

    ' Us Ne Tanhaiyon Ka Ik Shaehr
    Mere Nam Kar Diya..

  6. #30
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    'Na kar byaan un se haal e dil
    WASI'


    'magror sa shaks hai kahin sath
    na chor de'.

  7. #31
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Kis Kadar Anokha hai raabta Mohabbat ka,
    Kab na janay ho jaye Mojza Mohabbat ka,
    Apni zaat se bhi wo Ajnabi sa lagta Hai,
    Jis k Sath ho jaye Hadsa Mohabbat ka,
    Wo chala hi jata hai Jis ne Jana Hota Hai,
    Lakh do chahay usko wasta Mohabbat ka,
    Zindagi mein Jeenay Ka Aasra nahi Rehta,
    Jab Kisi se Chinn Jaye Hosla Mohabbat Ka,
    Doston se Wasi Agar Tumhain Mohabbat Hai,
    Doston ko Mat Dena Mashwara Mohabbat Ka.

  8. #32
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Veeran Bohat Hon Vasal Se Tashkeel Kar Mujhe,
    To Mujhse Pyar Kar Zara Tabdeel Kar Mujhe,
    Sehra Ki Tapti Rait Se Aa Kar Mujhe Bacha,
    To Thande Meethe Pani Ki Jheel Kar Mujhe,
    Ho Jaye Na Kharab Kaheen Meri Aadatain,
    Har Hukm Par Na Is Tarha Taameel Kar Mujhe,
    Ab Is Tarha Say Mujhko Adhura Na Chorr Tu,
    Main Hoon Tera Wada To Ab Takmeel Kar Mujhe,
    Choh Kar Mera Wajood Tajalli Si Bakhsh De,
    Main Ek Andheri Raat Hon Qandeel Kar Mujhe.

  9. #33
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Kabhi Aansoo Chupa Chupa K Roye,
    Kabhi Dastan-e-Gham Suna Suna K Roye,
    Raat Katti Hai Intazar-e-Yaar Mein,
    Hum Raat Bhar Taron Ko Jaga Jaga K Roye,
    Phir Wo Na Aye Raat Ka Wada Kar K,
    Hum Tamam Raat Shama Jala Jala K Roye,
    Aaj Raat Unke Aane Ki Ummeed Thi Humain,
    Wo Na Aye Hum Ghar Ko Saja Saja K Roye,
    Suna Hai Wasi Dua Se Hoti Hai Murad Pori,
    Aray Hum To Saari Raat Haath Utha Utha K Roye.

  10. #34
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Teri Aankhon Ka Ye Kajal Bara Anmol Lagta Hai,
    Teri Zulfon Ka Ye Badal Bara Anmol Lagta Hai,
    Bara Masoom Sa Hai Ye Tere Chehre Ka Bhola Pan,
    Tera Wo Shokh Chanchal Dil Bara Anmol Lagta Hai,
    Tere Peron Ka Wo Payal, Tere Hathon Ka Wo Kangan,
    Wo Jhumka Tere Kaano Ka Bara Anmol Lagta Hai,
    Jo Milte Ho Mujhse Raahon Mein To Dil Jhoom Uthta Hai,
    Zara Se Sath Ka Wo Pal Bara Anmol Lagta Hai,

  11. #35
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Nazuk Mizaaj Hai Wo Itna K Kuch Na Pocho,
    Wasi,
    .
    .
    .
    .
    Suna Hai Usay Neend Nahi Aati Apni Dharkanon K Shor Se.

  12. #36
    WASI SHAH11 is offline Senior Member+
    Last Online
    6th December 2016 @ 09:11 PM
    Join Date
    18 May 2012
    Location
    sibi balochista
    Age
    32
    Gender
    Male
    Posts
    976
    Threads
    143
    Credits
    33
    Thanked
    91

    Default

    Is Imtehan Mein Hoon Dil Ka Hisab Kis Ko Doon,
    Hisab-e-Ishq Pe Likhi Kitab Kis Ko Doon,
    Har Aik Shakhs Ko Mujh Se Bohat Mohabbat Hai,
    Sawal Ye Hai Wafa Ka Jawaab Kis Ko Doon,
    Mera Khuloos Mohabbat Wafa Hai Sab K Liye,
    Sochta Hon K Lab-e-Lubaad Kis Ko Doon,
    Mere Liye To Sabhi Log Aik Jaise Hain,
    Sukoon Kis Ko Doon Main Izteraab Kis Ko Doon,
    Hojoom-e-Husn K Meley Main Sochta Hoon Main “Wasi”
    Haath Main Thama Gulaab Kis Ko Doon.

Page 3 of 6 FirstFirst 123456 LastLast

Similar Threads

  1. Shah Wali Ullah
    By Zaara in forum General Discussion
    Replies: 7
    Last Post: 27th April 2013, 05:37 PM
  2. Replies: 2
    Last Post: 5th November 2011, 03:43 PM
  3. wasi shah poetry
    By sarfraz2pk in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 18
    Last Post: 14th July 2010, 06:13 PM
  4. Ghazal - Wasi Shah
    By M-Qasim in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 17
    Last Post: 13th July 2010, 05:01 PM
  5. *~ Wasi SHAH ~*
    By BARi_Bhatti in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 15
    Last Post: 26th November 2009, 06:30 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •