Evo Wingel me 500/month wala pkg ho skta h?
Evo Wingel me 500/month wala pkg ho skta h?
ni mery khyal ma wo alag wingl ha jis ka phely sa 500 wala pkg hwa hota ha.....
6000 main milti hai ye wingle.franchise se nahi shop pe
Brother wo wingle pe package nahin lagta na hi new pe 500 wala package laga hota he
wo evo 3g pe laga hota he new jis pe yeh 500 month wala package active ho
wo shop se bhi mil jati he qarib 2500 tak mil jati he new
Bookmarks