Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast
Results 13 to 24 of 40

Thread: best poetry for allama iqbal

  1. #13
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Khuda to milta hai, Insaan hi nahin milta,
    Yeh cheez woh hai jo dekhi kahin kahin meine..

  2. #14
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Jin ke angan mein Ameeri ka shajar lagta hai,
    Un ka her aaib bhi zamany ko hunar lagta hai…

  3. #15
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    zahid sharab peene de masjid mein beth kar,
    Yaa woh jagha bata jahan Khuda nahin..
    (Mirza Ghalib)

    Masjid khuda ka ghar hai, peeney ki jagha nahin,
    Kaafir ke dil mein ja, Wahan khudaa nahin..
    (Allama Iqbal)

    Kaafir ke dil se aya hon mein yeh dekh kar,
    Khuda maujood hai wahan, Par usey pata nahin..
    (Ahmad Faraz)

  4. #16
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    naheen hay na umeed Iqbal apni kasht o weeraan say
    zra nam ho to ya mti baree zarhaiz hai saaqi

  5. #17
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    DaiKh Kaisi Qayamat Si Barpa Hui Hai Aashiyanon Pay IQbaL…!
    Jo Lahoo Se Tameer Huye Thay, Paani Se Bah Gaye…!

  6. #18
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Taskeen na ho jis se wo raaz badal dalo
    Jo raaz na rakh paye hamraaz badal dalo

    Tum ne b suni ho gi bari aam kahawat hy
    Anjam ka jo ho khatra aghaz badal dalo

    Pur-soz dilon ko jo muskan na de paye
    Sur hi na mile jis mai wo saaz badal dalo

    Dushman k iradon ko hy zahir agar karna
    Tum khel wohi khelo andaz badal dalo

    Ay dost karo himat kuch door sawera hy
    Agar chahte ho manzil tu parwaaz badal dalo….

  7. #19
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Ishq qaatil say bhi, maqtool say hamdardi bhi,
    Yeh bta kis say muhabbat ki jaza mangay ga.
    Sajda Khaaliq ko bhi, iblees say yarana bhi,
    Hashr mein kis say aqeedat ka sila mangay ga.

  8. #20
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Tere ishq ki intaha chahta hun
    Meri sadgi dekh kya chahta hun

    Sitam ho k ho wada-e-behijabi
    Koi bat sabr-azma chahta hun

    Ye jannat mubarak rahe zahidon ko
    K main ap ka samna chahta hun

    Koi dam ka mehman hun ai ahl-e-mahfil
    Chirag-e-sahar hun, bujha chahta hun

    Bhari bazm mein raz ki bat kah di
    Bara be-adab hun, saza chahta hun
    Share

    5
    1 / 5
    2 / 5
    3 / 5
    4 / 5
    5 / 5

    17 votes, 4.35 avg. rating

    added on September 16th, 2011



    Musalmanon mein khoon baki nahin hai
    Allama Iqbal Poetry

    mohabbat ka junun baqi nahin hai
    musalmanon mein khun baqi nahin hai

    safen kaj, dil pareshan, sajda bezuk
    k jazba-e-andrun baqi nahin hai

    ragon mein lahu baqi nahin hai
    wo dil, wo awaz baqi nahin hai

    namaz-o-roza-o-qurbani-o-haj
    ye sab baqi hai tu baqi nahin hai
    Share

    5
    1 / 5
    2 / 5
    3 / 5
    4 / 5
    5 / 5

    29 votes, 4.10 avg. rating

    added on August 31st, 2011

    Advertisement


    We update our poetry database on daily basis so keep coming back for more Allama Iqbal Poetry.



    Search Poetry
    Popular Poets
    Nida Fazli Poetry
    Poetries: 1
    urdu poetry dictionary love shayari romantic shayari sad shayari

    Urdu SMS

    Anniversary SMS
    Barish SMS
    Birthday SMS
    Broken Heart SMS
    ChandRaat SMS
    Christmas SMS
    Diwali SMS
    Dosti SMS
    Eid SMS
    Exams SMS
    Faraz SMS
    Fathers Day SMS
    Flirt SMS
    Forex SMS
    Friendship SMS
    Funny SMS
    Good Luck SMS
    Good Morning SMS
    Good Night SMS
    Holi SMS
    Insult SMS
    Insurance SMS
    Islamic SMS
    Love SMS
    Miss You SMS
    Mohabbat SMS
    New Year SMS
    Punjabi SMS
    Rakhi SMS
    Ramadan SMS
    Sorry SMS
    ValentinesDay SMS
    Wife SMS
    Wise SMS
    Zindagi SMS

    New Shayari

    Tu ne nafrat se jo dekha hai to to yaad aya..
    Mujh se ab shayari nahin hoti..
    Yaqeen us ko nahi aata wazahat main naì kart..
    Jab se us ne hattaa liya baazu..
    Tu tou razzaq hai tujh se kya pardaa..
    Aap ka vaada aap ka dedaar..
    Bikhri parri hai sheher mein khushbuu gali gali..
    Waqt taizi se badal geya..
    Khudkushi aaj na kar, mumkin hai..
    Usey kaho ke hum us ke baghair jee lein ge..
    Ik ghazal Meer ki parhta hai parrosi mera..
    Pyaas kehti hai ke ab rait nichorri jaye..
    Iss daur ka ek barra fasaadi hoon main..
    Kabhi le mujhse tu mere shab-o-roz ka hisaab..
    Dekhe hain hum ne hungaame mohabbat ke..

    RSS Shayari

    Tu ne nafrat se jo dekha hai to to yaad aya.. June 23, 2014
    Tu ne nafrat se jo dekha hai to to yaad aya, Kitne rishte teri khaatir yunhi torr aya hoon, Kitne dhundhley hain yeh chehre jinhe apnaaya hai, Kitni ujli theen woh ankhen jinhe chorr aya hoon.. … […]
    Mujh se ab shayari nahin hoti.. June 23, 2014
    Mujh se ab shayari nahin hoti, Mujhe lafzon ne maar daala hai.. … […]
    Yaqeen us ko nahi aata wazahat main naì kart.. June 22, 2014
    Yaqeen us ko nahi aata wazahat main naì karta, Guzar jaye gi sari umer shayed imtehano mein… … […]
    Jab se us ne hattaa liya baazu.. June 22, 2014
    Jab se us ne hattaa liya baazu, Sar ke neechey sawaal rakhe hain.. … […]
    Tu tou razzaq hai tujh se kya pardaa.. June 21, 2014
    Tu tou razzaq* hai tujh se kya pardaa, Kal se bachon ne kuch nahin khaya.. (razzaq;one who feeds) … […]
    Aap ka vaada aap ka dedaar.. June 21, 2014
    Aap ka vaada aap ka dedaar, Hashar tak intizaar kon kare.. … […]
    Bikhri parri hai sheher mein khushbuu gali gali.. June 21, 2014
    Bikhri parri hai sheher mein khushbuu gali gali, Guzra hai jese koi idhar se abhi abhi.. … […]
    Waqt taizi se badal geya.. June 20, 2014
    Waqt taizi se badal geya, Tum waqt se bhi taiz niklay.. … […]
    Khudkushi aaj na kar, mumkin hai.. June 19, 2014
    Khudkushi aaj na kar, mumkin hai, Kal ka din aaj se behtar aaye.. … […]
    Usey kaho ke hum us ke baghair jee lein ge.. June 19, 2014
    Usey kaho ke hum us ke baghair jee lein ge, Yeh gham agarchey zyada hai aadmi ke liye.. … […]

  9. #21
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Kisi ne Allama Iqbal se pocha “aqal ki intiha kya hy?”

    jawab mila: “Hairat”

    phir pocha gaya:
    hairat ki intaha?
    Jawab mila ” ishq
    “ishq ki intiha kya hy?”

    farmaya: “Ishq la intiha hy, es ki koi intiha nahi”

    sawal karne wale ne kaha: “magar aap ne likha hy,
    ‘tere ishq ki intiha chahta hon”

    aap ne muskura kr kaha: “dosray misray me apni ghalti ka aitraaf b kya hy k
    “Meri saadgi dekh kya chahta hon”

  10. #22
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Kisi ki Chahat Mein Itne Pagaal Naa Hona.

    Ho Sakta hy Wo Tumhari Manzil Na ho.

    Us ki Muskurahat koH Izhar-e-Mohabbat Naa Samajhna.

    Kahien ye MuskuranA us ki Aadaay nah hoo.

  11. #23
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    Dil lagi thi usaay hum say Mohabaat kaab thi.

    Mehfil-e-Ghair say Un koH Fursat kab thi.

    Hum thay Mohabbat mein lut jane k Qabil.

    Us kay Wadoon mein wo “HAQEQAAT” Kab Thi

  12. #24
    mohamad11 is offline Senior Member+
    Last Online
    22nd August 2014 @ 02:38 PM
    Join Date
    19 May 2014
    Age
    30
    Gender
    Male
    Posts
    69
    Threads
    7
    Credits
    0
    Thanked
    2

    Default

    tum hu toH Sub Silsilay Achay lagte hain.

    Mujhe tumhari dosti k gilay ache lagte hain.

    Bohot duur tak jana magar loot aana.

    Mujhe “Tum sy tumhi tak kay fasly Ache Lagte hain

Page 2 of 4 FirstFirst 1234 LastLast

Similar Threads

  1. .....best poetry of Allama Iqbal.....
    By Akhtarbozdar in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 1
    Last Post: 17th December 2021, 10:07 PM
  2. Islami poetry of Allama Muhammad Iqbal
    By mhashmat1967 in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 9th November 2012, 03:49 PM
  3. Expired Tasveer Kay Uper Poetry Dena
    By Myk in forum Ask an Expert
    Replies: 16
    Last Post: 14th July 2011, 12:20 PM
  4. iqbal poetry
    By bilal_hm in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 14
    Last Post: 19th July 2010, 09:26 PM
  5. Poetry of Rahman BABA
    By Basu in forum Pashto
    Replies: 3
    Last Post: 17th September 2009, 05:17 AM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •