Dear mujhe text animation ka koi best software btayen jis main main new videoa create kr skun aur text ko different effects day skun... Mtlb main new video bnana chahta hun jo k sari text he ho g aur har text new effect k sath show ho ga... Ap samjh gaye hon gay k main kia kehna chah rha hun.. Kia is kaam k liay after effects ya maya ya koi b acha sa btayen. Main ne in k just naam sunay hain.. Mujhe wo software btana jis ki mujhe English ya urdu training b mil jaye YA phr wo software btana jis ki training lynda. Com per pari hui hai.. Plzz bta daina jis ko b pta ho