kia koi bhai mujhay batay ga keh main apnay computer se apnay ******** per kisi software ka link kaisay day sakta hoon
mujhay sara tariqa bata dijiay
WSLM::
kia koi bhai mujhay batay ga keh main apnay computer se apnay ******** per kisi software ka link kaisay day sakta hoon
mujhay sara tariqa bata dijiay
WSLM::
simple aap Link ko Copy karain Phir kesi Word ko high light karain jaise " Download Here " or phir " insert link " par click karain or phir uss main Link Paste kar dein ..... Phir koi bhi jab " Download Here " par click kary ga to Woh File Download ho jayee ge .....
Shukriya
آئی ٹی دنیامیں سیگنیچرز میں اتنے بڑے سائز کی امیج لگانا سختی کے ساتھ منع ہے۔۔۔آئی ٹی دنیا ٹیم
bhai jan main nay aisa kia tha lakin naheen huwa
plz mujhay screen short kay traiqay say samjha dijiay
aik misal bhi day dain
Thank u bhai
Bookmarks