dosto mera pass q mobile noir a15 hai mana kal raat ko chala kar raka ibe open hota hai par noir pr a kar hang hota hai our open nahi hota hai is ka hal betho plz
dosto mera pass q mobile noir a15 hai mana kal raat ko chala kar raka ibe open hota hai par noir pr a kar hang hota hai our open nahi hota hai is ka hal betho plz
kia waja kise na reply nahi kiy hai sari so rah ho kia admin sb tum kha how
Software kya misly hai
Bhai recovery mood main ja kar format karo ager chal gaya to theek hai warna flash karwao
Han Ji Recovery Mode Mein Ja Kar Reset Kar Den.
Allah Bada Hy
Bookmarks