Page 4 of 7 FirstFirst 1234567 LastLast
Results 37 to 48 of 79

Thread: Sad Ghazal Available Here

  1. #37
    amnabibi is offline Senior Member+
    Last Online
    2nd April 2016 @ 05:35 PM
    Join Date
    25 May 2014
    Location
    SIALKOT
    Gender
    Female
    Posts
    829
    Threads
    121
    Credits
    -2
    Thanked
    115

    Default

    Tarash kar hum na usey sona bana dia
    Ghalib

    Ab sochtay hain kay usey kharidein kaise....?

  2. #38
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    amnabibi nice...
    *********** ***********

  3. #39
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    (BEST GHAZAL )

    Hazaron Ph00l Aisy ThEy Agr Khilty To Acha Tha.

    Tum Hi Ko Hum Ny Chaha Tha Tum Hi Milty To Acha Tha.

    MerE KhuwaBon Ki Dunia me Tere Dam Sy Hi Ronaq Hy

    Mere KhuWaBon Ki Jo Tabeer Tum Hotey To Acha Tha.

    Tumhare Bad Dunia Men Humara Kon Apna Hy.

    Ye Duniya Baich Kr Hum Ko Jo Tum Miltey To Acha Tha.

    Humen Ghairon Sy Kya Matlab Yahan Apne B Dushman Hen

    Sila Meri Wafaon Ka Jo Tum Hotey To Acha Tha

    Meri SubAh Ka Suraj Naam Sy Tere Nikalta Hy

    J0 Din Dhalty Teri Surat Nazar Aati To Acha Tha.

    Lgaya DilKo Hum Ny Rog Ek Teri Khatir..

    Samajh Sakty Jo Dard-e-Dil Faqat Ek Tum To Acha Tha.

  4. #40
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Na Tujhe Chhod Sakte Hain Tere Ho Bhi Nahi Sakte

    Yeh Kaisi Bebasi Hai Aaj Hum Ro Bhi Nahi Sakte

    Yeh Kaisa Dard Hai Pal-Pal Humein Tadpaaye Rakhta Hai

    Tumhari Yaad Aati Hai To Phir So Bhi Nahi Sakte

    Chhupa Sakte Hain Aur Na Dikha Sakte Hain Logon Ko

    Kuch Aise Daagh Hain Dil Per Jo Hum Dho Bhi Nahi Sakte

    Kahaa Tha Chhod Denge Yeh Nagar Phir Ruk Gaye Lekin

    Tumhein Paa To Nahi Sakte
    Magar Kho Bhi Nahi Sakte

    Hamaaraa ek Hona Bhi Nahi Mumkin Raha Ab To

    Jeeyein Kaise Ke Tum Se Door ho kar Reh Bhi Nahi Sakte…

  5. #41
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    اک شخص کو دیکھا تھا تاروں کی طرح ہم نے
    اک شخص کو چاہا تھا پیاروں کی طرح ہم نے
    وہ شخص قیامت تھا، کیا اُس کی کریں باتیں
    دن اُس کے لیئے پیدا، اور اُس کی ہی تھی راتیں
    کب ملتا کسی سے تھا، ہم سے تھیں ملاقاتیں
    رنگ اُسکا شہابی تھا زُلفوں میں تھی مہکاریں
    آنکھیں تھیں کہ جادو تھا پلکیں تھیں کہ تلواریں
    دشمن بھی اگر دیکھیں سو جان سے دل ہاریں
    کچھ تم سے وہ ملتا تھا، باتوں میں شباہت تھی
    ہاں تم سا ہی لگتا تھا، شوخی میں شرارت میں
    لگتا ہی تمہی سا تھا دستورِ محبت میں
    وہ شخص ہمیں اک دن اپنوں کی طرح بھولا
    تاروں کی طرح ڈوبا، پھولوں کی طرح ٹوٹا
    پھر ہاتھ نہ آیا وہ، ہم نے بہت ڈھونڈا
    تم کس لیئے چونکے ہو؟ کب زکر تمہارا ہے؟
    کب تم سے تقاضا ہے کب تم سے شکائت ہے؟
    اک تازہ حکائیت ہے، سن لو تو عنایئت ہے
    اک شخص کو چاہا تھا اپنوں کی طرح ہم نے

  6. #42
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Kuch Rah_e_ishq Ki Masti Thi
    Kuch Log Thy Hum Diwany Sy,

    Jab Shehar Tumhara Chor Diya Dil Khub Laga Viraany Mein,

    Jo JAAN Sy ziyada Pyary thy Wo Log Nzar Sy Door Huwy,

    Ek pyas Si Dil Mein Uth'i hai Ab Yadon Ko Dohrany Sy.

    Ay Mout tu Thehar zara
    Aakhir Main Unko Dekh To Loon,

    Baat Faqat Ek Pal Ki Hai inkaar nahi Mar jaany Sy...

  7. #43
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera Kabhi Yad Aay To Mat Rona,

    Is DiL Ko Tasali De Dena Ghabaray Agar To Mat Rona,

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera,

    Ek Khuwaab Sa Dekha Tha Hum Ne Jab Aankh Khuli Wo Toot Gia,

    Ye Pyar Agar Sapna Ban Kar Tarpaye Kabhi To Mat Rona,

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera,

    Tum Mere Khayalon Mein Kho Kar Barbaad Na Karna Jeewan Ko,

    Jab Koi Sahaili Bat Tumhain Samjhey Kabhi To Mat Rona,

    Jeewan K Safar Mein Tanhai Mujh Ko To Zinda Chorey Gi,

    Marne Ki Khabar Jan-E-Jigar Mil Jaye Kabhi To Mat Rona,

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera Kabhi Yad Aye To Mat Rona......!

  8. #44
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera Kabhi Yad Aay To Mat Rona,

    Is DiL Ko Tasali De Dena Ghabaray Agar To Mat Rona,

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera,

    Ek Khuwaab Sa Dekha Tha Hum Ne Jab Aankh Khuli Wo Toot Gia,

    Ye Pyar Agar Sapna Ban Kar Tarpaye Kabhi To Mat Rona,

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera,

    Tum Mere Khayalon Mein Kho Kar Barbaad Na Karna Jeewan Ko,

    Jab Koi Sahaili Bat Tumhain Samjhey Kabhi To Mat Rona,

    Jeewan K Safar Mein Tanhai Mujh Ko To Zinda Chorey Gi,

    Marne Ki Khabar Jan-E-Jigar Mil Jaye Kabhi To Mat Rona,

    Hum Chor Chale Hain Dais Tera Kabhi Yad Aye To Mat Rona......!

  9. #45
    shani147147's Avatar
    shani147147 is offline Member
    Last Online
    29th August 2016 @ 10:12 PM
    Join Date
    22 Jun 2016
    Location
    lahore
    Age
    27
    Gender
    Male
    Posts
    702
    Threads
    9
    Thanked
    24

    Default

    ﺑﮩﺖ ﭘﯿﺎﺭﯼ ﺷﯿﺌﺮﻧﮓبھاھی جان

  10. #46
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Kbhi yaad Aye to pochna zra apni khilwat-e-sham se,
    Kise ishq tha teri zaat se? kise pyar tha tere naam se.

    Zra yaad kr k wo kon tha?
    jo kbi tjhe b aziz tha,
    Wo jo g utha tere nam se,
    Wo jo mar mita tere nam pe.

    Hamain berukhi ka nhi gila,
    k yehi wafaoon ka hai sila,
    Mgr Aisa jurm tha kon sa?
    gaye hum dua-o-salam se.

    Na kbi visal ki chah ki
    na kbi firaq me Aah ki,
    K mera tareqa-e-bandgi hai juda tareqa-e-Aam se.

  11. #47
    Join Date
    04 Nov 2013
    Location
    Gujar Khan
    Age
    35
    Gender
    Male
    Posts
    622
    Threads
    39
    Credits
    407
    Thanked
    43

    Default

    Kaho To Laut Jate Hain

    Abhi To Baat Lamhon Tak He, Salon Tak Nahi Aai
    Abhi Muskanon Ki Nobat Bhi Nalon Tak Nahi Aai
    Abhi To Koi Majborri Khiyalon Tak Nahi Aai
    Abhi To Gard Peron Tak He. Balon Tak Nahi Aai

    Kaho To Laut Jate Hain

    Chalo Ek Faisla Karne Shajar Ki Aut Jate Hain
    Abhi Kajil Ki Dori Surkh Galon Tak Nahi Aai
    Zuban Datoon Talak Hai Zehr Piyalon Tak Naheen Aai
    Ibhi To Musk-E-Kustori Ghazaloon Tak Nahin Aai
    Ibhi Rodad-E-Beunwan Humaray Darmian He, Duniyan Walloon Tak Nahin Aai

    Kaho To Lout Jatan Han

    Chalo Ik Faisala Karnay Sharjer Ki Out Jatan Han
    Abhi Nazdeek Han Ghar Aur Manzil Door He Apni
    Mubada Nar Ho Jayay Ye Hesti Noor Hai Apni

    Kaho To Lout Jatay Han

    Chalo Ik Fasala Karnay Shajar Ki Out Jatan Han.
    Ye Rasta Piyar Ka Rasta,
    Rasan Ka Dar Ka Rasta,
    Bohat Dushwar He Jana
    Keh Is Rastay Ka Her Zarra Bhi Ik Kohsar He Jana.

    Kaho To Lout Jatay Han

    Chalo Ik Fasala Karnay Shajar Ki Out Jatan Han.
    Maray Baray Na Kuch Socho
    Mujhay To Sath Tumharay Amer Hounay Ki Hasrat He
    Mujhay Tay Karna Ata He Rasan Ka Dar Ka Rasta
    Ye Asaboon Bhara Rasta
    Ye Andhi Ghar Ka Rasta

    Tumhary Gaisooun Ki Chaoon Mil Jayay To Suraj Se Ulajhna Bat He Kia He
    Utha Lo Apna Saya To Meri Ouqat Hi Kia He
    Tumhara Narm O Nazuk Hath Mere Hath Man Ho To Me Ye Samjho
    Ke Jasay Do Jahan Ho Mari Muthi Me
    Tumhara Kurb Ho To Mushkilan Kafoor Ho Jayain
    Ye Undhay Ur Kalay Rastay Pur Noor Ho Jayain.
    Mujhe Maloom He Itna Keh Dayem Zandagi Posheeda He In Char Kadmoon Me
    Bohat Si Ra-Hatan Muzmir Han In Dushwar Rastoon Man
    Meray Baray Na Kuch Socho
    Tum Apni Bat Batlaoo

    Kahoo To Chaltay Rahtay Han
    Kahoo To Lout Jatay Han...!!!

  12. #48
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,910
    Threads
    482
    Credits
    148,896
    Thanked
    970

    Default

    Quote Kingdani9081 said: View Post
    Kuch Khud Bhi Thay Afsurda Se
    Kuch Tum Bhi Hamse Rooth Gaye
    Kuch Khud Bhi Zakham K Aadi Thay
    Kuch Sheeshay Hath Se Choot Gaye
    Kuch Khud Bhi Thay Hassas Bohat
    Kuch Apnay Muqadar Roth Gaye
    Kuch Tumko Such Se Nafrat Thi
    Kuch Hamse Bolay Na Jhoot Gaye
    Kuch Logon Ne Uksaya Tumhen
    Kuch Apnay Muqadar Phoot Gay
    Kuch Khud Itnay Muhtaat Na Thay
    Kuch Log Bhi Hum Ko Loot Gaye
    Kuch Talkh Haqaaiq Thay Itnay
    K Khwab Hi Saray Toot Gaye
    Wah kiya Baat Hai

    Bahoth Khoob

Page 4 of 7 FirstFirst 1234567 LastLast

Similar Threads

  1. Likhi Hai Ye Ghazal "SIRF TERE LIYE"
    By tauqeer king in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 5
    Last Post: 27th January 2022, 06:14 AM
  2. Ghazal
    By sibghati in forum Roman Urdu Poetry
    Replies: 1
    Last Post: 21st June 2017, 05:39 PM
  3. Muje Ye 2 Ghazal Must Chahye
    By Muntazir_Ktk in forum SMS/MMS/EMS/SMSc
    Replies: 13
    Last Post: 10th December 2013, 09:05 AM
  4. tu samjhoo ghazal hy.
    By M.Jawad in forum Urdu Adab & Shayeri
    Replies: 8
    Last Post: 14th December 2009, 05:27 PM
  5. Ghazal Of the Day----Award Goes To......
    By A.A.Yasir in forum Baat cheet
    Replies: 29
    Last Post: 17th June 2009, 09:45 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •