Experts muja is number sa do baar call aai 04924
Ek martba dupher 2:00 tab ma so raha tha reciv nahi kar paya dosri bar 5:15 tab main Asar ki namaz parh raha tha dono times reciv nahi kar paya. Mena call back karna ki koshish ki pr meri call nahi jaa rahi is number pay
Kindly muja ye bataiya ka ye number 04924 kis ka hay ptcl vfone etc ya kis company ka hay kindly muja batadin plz
Thanks for readind Allah hafiz
Bookmarks