Meri warid ki sim ha us pa pta nhi konsa package ha jis ki wja sa ma load kbi kbi krwata hu ab mujy zaroorat bhi ha lakin us ghatia package ki wja sa ma agar 50 ka load krwata hu to hu 30 second baad ya ek sath hi msg ataha k apka balance itna ha aur 2 rs kty jaty hain yani k agar 50 ka load krwaya tha to 15 mint tk 0 balance ho jye ga wo sim nokia k simple phone 1200 model ma hoti ha na ma msg krta hu aur na us pa msg ata ha na hi ma call krta hu aur na hi koi aur call krta ha 50 rs 15 mint ma hi khaye jaty hain ap kuch btayen k js wja sa ma pcg change kr k koi sahi pcg lgao aur pxg chabge krny ka tareeqa wagera bhi btayen jaldi
Bookmarks