dear members,
assalamu alaikum to all friends,
koi mujhy accesspoint k baary men bata sakta hai k ye kya hota hai aur kaisy kaam karta hai? please ksi website ka link mat diyega, jaisy Ms.ZARA thread post kar k samjhaati hain agar waisy koi samjha sakta hai to most welcome, websites sy mujhy samajh nahi aati.
shukriya
Bookmarks