Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 13 to 17 of 17

Thread: Pimpals (Spots) Ka Makamal Elaj Kisi Ko Pata Hy To Bataye.

  1. #13
    mona255 is offline Junior Member
    Last Online
    29th November 2014 @ 10:15 AM
    Join Date
    05 Sep 2014
    Gender
    Female
    Posts
    21
    Threads
    0
    Credits
    0
    Thanked
    3

    Default

    Bohat Umda totkay hain Janaab......

  2. #14
    IshqBeparwah's Avatar
    IshqBeparwah is offline Advance Member
    Last Online
    13th May 2020 @ 06:36 PM
    Join Date
    08 Nov 2013
    Location
    Kheyaloon Main
    Gender
    Male
    Posts
    2,148
    Threads
    73
    Credits
    1,375
    Thanked
    187

    Default

    Quote Rabdino M said: View Post
    Subah Subah Paneer Ki Ilaichi Ka Istmal Karen 40 Din Tak In Sha Allah Zindagi Tak Jald Ki Beemariyan Bhi Nhn Hongy
    thanks. Try krte hain.

    .
    Ae Dil,,,, Tu Kyun Khush Ho Raha Hai,
    Pagal Sirf Saal Badla Hai,,,, Log Nahi....!!!!

  3. #15
    IshqBeparwah's Avatar
    IshqBeparwah is offline Advance Member
    Last Online
    13th May 2020 @ 06:36 PM
    Join Date
    08 Nov 2013
    Location
    Kheyaloon Main
    Gender
    Male
    Posts
    2,148
    Threads
    73
    Credits
    1,375
    Thanked
    187

    Default

    Quote Seemigull said: View Post
    agar aap chahte he ke aap ke pimpel khatam ho jay
    to ye ehtyat kare
    1 kisi bhi kism ka koi akny soap use na kare simple soap use kare
    water ziada se ziada piye
    garam or tali hoi cheezo or fast food se parhaiz kare
    namaz ki pabandi kare
    diet m ziada sabziya or fruite use kare
    kheere ka use ziada kare
    subah uth kar yoga ki exercise kare
    in sab se aap ke pimple jald khatam ho jay ge
    medicine se ye kam ho jatae he par jab tak medicine use karo tab tak khatam ho jate he
    thanks.

    Thk hy je try krte hain.
    Aur
    pani to wo rat ko b 2, 3 glas pite hain wo b aj kal thande pani k.
    Thk garm aur tali chezain par gor krte hain.
    Aur namaz ki aur kitni pabandi ho gi 6 waqt namaz parhte hain wo.
    Aur har hal me namaz parhte hain.

    Baqi try krte hain reply ka shukria
    .

  4. #16
    Fazalking098's Avatar
    Fazalking098 is offline Senior Member
    Last Online
    17th November 2017 @ 02:09 PM
    Join Date
    14 Jan 2015
    Location
    Khuzdar
    Age
    26
    Gender
    Male
    Posts
    1,087
    Threads
    98
    Credits
    560
    Thanked
    53

    Default

    nice

  5. #17
    Join Date
    16 Aug 2009
    Location
    Makkah , Saudia
    Gender
    Male
    Posts
    29,910
    Threads
    482
    Credits
    148,896
    Thanked
    970

    Default

    Quote okzshoaib said: View Post
    Pimples aur Acne Dur Karne k
    Totkay:
    Ubtan ka istimal
    Agar apko acne aur pimples ka
    msla hai to ap k liye ubtan ka
    lgatar istimal boht faidamand
    ho skta hai. Ubtan ko chehrey
    aur hathon ki skin pr mltey
    rehney se apki jild ki ghizai
    zrurt pori hoti rhti hai. Is se ap
    k chehrey ki jild na sirf nikhar
    jati hai balkey is se apki acne
    bhi control ho jati hai. Ubtan
    ka aam istimal apko pimples se
    bhi bachata hai.
    Pimples aur acne se bachney k
    liye peeney k paani aur karwi
    dwaon ka boht zyada istimal
    Aam tor pr log peeney k pani
    ki ehmiat ko ignore kr dete
    hein. Apki jild k sehat k liye ap
    ka boht sa pani pena boht zruri
    hai. Ghiza ki zrurt k sath sath
    apki jild ko pani ki bhi zrurt
    hoti hai. Ap jitna pani zyada
    piyen gai utna he chehrey pr
    asar ae ga or us k sath sath ap
    k pimples bhi ghayab hotey
    jaen gai. Baaz dafa bazurg y
    bhi kaha krtey hein k karwi
    dwaen jese k neem ka pani ya
    chaaksu khaney se acne aur
    pimples dur ho jatey hein.
    Hakeem apni dwa mein aksar
    ye cheezen shamil krte hein. In
    se khoon saaf hota hai.
    Nateejey k tor pr in k istimal se
    apka chehra acne aur pimples
    se paak ho jata hai.
    Khorak mein sabziyon ka boht
    zyada istimal
    Ye bat aam dekhi gaee hai k
    acne aur pimples ka msla
    zyada tr un logon ko hota hai
    jo boht zyada fats wala khana
    khate hein. Apni khorak mein
    talli hoi chezen km kr dein.
    Zyada se zyada sabziyan khaya
    kren. Boht zyada gosht khaney
    se na sirf blood pressure k
    msail ho jatey hein balkey
    acne aur pimples jese aam
    msail bhi apka pecha nh
    chortey. Sabziyan jo k kachi
    khai ja skti hon, wo ap k
    khoon ko saf kr k apk chehrey
    ki jild ki sehat pr bhi asar
    andaz hoti hein. Unka zyada
    istimal ap k liye faia mand hai.
    Acne aur pimples se bachney k
    ye desi totkey ap k boht kam a
    sktey hein. Mehngi creams pr
    apne pese, sehat or waqt na
    brbad kren, in desi totkon ko
    apnaen.
    بہت خوب

Page 2 of 2 FirstFirst 12

Similar Threads

  1. Dosto keya kisi ko Power Cinema ke bari mein pata he?
    By shan_butt in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 6th February 2009, 03:41 PM
  2. kisi ko pata hai?
    By lalashah in forum General Mobile Discussion
    Replies: 4
    Last Post: 14th August 2008, 08:25 AM
  3. Replies: 2
    Last Post: 18th September 2007, 08:26 AM
  4. kisi ko MSN ki unblockable id ke bare main pata hai?
    By Aatish in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 13th April 2007, 06:37 PM
  5. kai kisi ko pata he
    By gull in forum Ask an Expert
    Replies: 8
    Last Post: 7th February 2007, 10:17 PM

Bookmarks

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •