Dosto majhe ye bato ke kiya telenor network all pakistan main 3G working kar raha hai ya nahi pano akil sindh main working nahi hai maine check kiya hai

Jaldi reply karo
Plz jaldi reply karo
Brother abhi 3g pakistan ke bare cities me aai he panu akil me 3g available nahin he
Bookmarks