Salam to all.

Dear all mujhay aik masla hai hope app meri help kero gay. Meray pass 4 pc hain. Aik pc pay DSL COnnection laga howa hai. Aur wahan say main nay internet connection sharing ker kay baki pc pay net chala rha hon. TCP/IP PROTOCOL main sub auto howa hai.

Masla yeh hai k hur 5 ya 10 mint baad baki 3 pc pay yeh msg show hota hai "LOCAL AREA CONNECTION IS NOW CONNECTED". Halan kay na to network main koi masla hai na cable/ adopter unplug howa hai na kuch.

Main ager sub pc ko IP don to woh LAN utha letay hain but internet nahi chalta aur ager DNS Server address don to NET CHALTA HAI BUT LAN NAHI CHALTA.

plz plz plz plz help me